Jhonka Idhar Na Aaye Naseem E Bahar Ka.
Jhonka Idhar Na
TaYpEd By
TLASH25
Jhonka Idhar Na Aaye Naseem E Bahar Ka.
=
Nazuk Buhat Hai Phool Chiraag E Mazaar Ka.
=
Phir Bethe Bethe Wada E Wisl Us Ne Kar Lia.
=
Phir Uth Khara Huwa Wahi Rog Intizar Ka.
=
Shakhon Se Barg E Gul Nahi Jharte Hain Baag Mein.
=
Zewar Utaar Raha Hai Uroos E Bahaar Ka.
=
Har Gul Se Lala Zaar Mein Ye Pochta Hon Mein.
=
Tu Hi Pata Bata De Dil E Daagdar Ka.
=
Is Piyar Se Fishaar Dia Gor E Tang Ne.
=
Yad Aa Gaya Maza Mujhe Aghosh E Yar Ka.
=
Hilti Nahi Hawa Se Chaman Mein Ye Daalyan.
=
Monh Choomte Hain Phool Uroos E Bahar Ka.
=
Uthata Hai Naza Me Wo Sarhane Se Ay Ameer.
=
Mitata Hai Aasra Dil E Umeedwar Ka...!
=
Poet By
Ameer Minai.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments