Mein Apne Khuwab Se Bichra Nazar Nahin Aata.

Mein apne

TaYpEd By 
TLASH25

Mein Apne Khuwab Se Bichra Nazar Nahin Aata.
=
Tu Is Sadi Mein Akela Nazar Nahin Aata.
=
Ajab Dabaao Hai In Baahri Hawaon Ka.
=
Gharon Ka Bojh Bhi Uthta Nazar Nahin Aata.
=
Mein Ek Sada Pe Hamesha Ko Ghar Chor Aaya Tha.
=
Magar Pukarane Wala Nazar Nahin Aata.
=
Mein Teri Raah Se Hatne Ko Hat Gaya Lekin.
=
Mujhe To Koi Bhi Rasta Nazar Nahin Aata.
=
Dhuaan Bhara Hai Yahan Sabhi Ki Ankhon Mein.
=
Kisi Ko Ghar Mera Jalta Nazar Nahin Aata...!
=
Poet By
Wasim Barelvi.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki