Mein Hosh E Ana Dil Hon Mushkil Hai Sanbhal Jana.

Mein Hosh E Ana

TaYpEd By
 TLASH25

Mein Hosh E Ana Dil Hon Mushkil Hai Sanbhal Jana.
=
Ay Bad E Saba Meri Karvat To Badal Jana.
=
Taqdeer E Muhbat Hon Mushkil Hai Badal Jana.
=
100 Sao Bar Sanbhal Kar Bhi Maloom Sanbhal Jana.
=
Us Ankh Ki Masti Hon Aayi Bara Kasho Jis Ka.
=
Uth Kar Sare Mekhana Mumkin Hai Badal Jana.
=
Ayam E Bahara Mein Deewano K Tewar Bhi.
=
Jis Simat Nazar Uthe Alam Ka Badal Jana.
=
Ghanghor Ghatao Mein Sarshar Fizaon Mein.
=
Makhmoor Hawaon Mein Mushkil Hai Sanbhal Jana.
=
Hon Lagzish E Mastana Mekhana E Aalam Mein.
=
Barq Nigah E Saqi Kuch Bach K Nikal Jana.
=
Is Gulshan E Hasti Mein Kam Khilte Hain Gul Aise.
=
Dunya Mahak Uthe Gi Tum Dil Ko Massal Jana...!
=
Mein Saz E Haqeqat Hon Soya Huwa Nagma Tha.
=
Tha Raz E Nihan Koi Pardon Se Nikal Jana.
=
Hon Nakhat E Mastana Gulzar E Muhbat Mein.
=
Madhoshi E Alam Hai Pahlo Ka Badal Jana.
=
Masti Mein Lagawat Se Us Ankh Ka Ye Kahna.
=
Mein Khuwar Ki Niyat Hon Mumkin Hai Badal Jana.
=
Jo Tarz E Gazal Goi Momin Ne Tarah Ki Thi.
=
Sad Haif Firaq Us Ka Sad Haif Badal Jana...!
=
Poet By
Firaq Gorakhpuri
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001


Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki