Mein Tanha Akela Phirta Raha Tere Shahar Mein.

Mein Tanha

TaYpEd By 
TLASH25

Mein Tanha Akela Phirta Raha Tere Shahar Mein.
=
Qadam Larkharate Rahe Chalta Raha Tere Shahar Mein.
=
Teri Talash Mein Bhatakta Raha Galiyon Mein Ban K Aawara.
=
Pata Tera Har Kisi Se Pochta Raha Tere Shahar Mein.
=
Ajab Maseeha Hai Tu K Tujh Ko Khabar Tak Na Huwi.
=
Ek Mareez Tera Dard Se Tarapta Raha Tere Shahar Mein.
=
Hazaron Rishte Hazaron Manzilein Thi Mere Samne.
=
Kon Sa Rasta Kon Si Manzil Meri.
=
Sochta Raha Tere Shahar Mein.
=
Kisi Ne Sahara De Ke Bachaya, Kisi Ne Nanzil Se Bhatkaya.
=
Tamasha Bani Zat Meri Aur.
=
Mein Tamasha Dekhta Raha Tere Shahar Mein.
=
Kabhi Kanton Pe Chalaya Gaya kabhi De K Hansi Rulaya Gaya.
=
Tere Milne Ki Aas Mein Waqas.
=
Ghum Sahta Raha Tere Shahar Mein...!
=
Poet By
Waqas Mehmood Hashmi.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki