Mere Mil Me Chupe Huwe Raz Mangti Hai Wo
TaYpEd By
TLASH25
Mere Mil Me Chupe Huwe Raz Mangti Hai Wo
=
Pagli Mujh Se Meri Jan Mangti Hai
=
Rakhti Hai Hasas Apni Simat Ko Wo Samandar Ki Lehron Se Khamoshi Mangti Hai
=
Ajab Faryad Karti Hai Wo Khuda Se Hath Utha Kar Meri Mot Ki Dua Mangti Hai
=
Karti Hai Koshishe K Mil Jaye Use Kahi Se Wafa Kitni Nadan Hai Sehra Se Samandar Mangti Hai
=
Kahti Hai K Ab Mita Do Apni Zindagi Se Mujhe
Mujh Se Meri Zat Ka Ikhtiyar Mangti Hai
=
Koi To Samjha De Yaro Use Ye Hai Pagalpan
Rat Ki Andheri Se Jab Subah Ka Ujala Mangti Hai
=
Hoti Hai Pahle Khud Hi Door Mujh Se
=
Phir Wo Judai Ka Sabab Bhi Mangti Hai
=
Mangti Hai Wo Apni Sari Yadein Wapis
=
Mujh Se Meri Zindagi Ka Asasa Mangti Hai
=
Rakhti Hai Gire Huwe Paton Ko Shajar Par Khizan K Mosam Me Bhi Khile Gulab Mangti Hai
=
Koi To Jala De Meri Zindagi Ki Shama Dunya Ab Badnaseebi K Raz Mangti Hai...!
=
Poet.
Mirza Hussnain Azam

Comments