Meri Ankhon Mein Najane Kiya Parh Raha Tha.
Meri Ankhon
TaYpEd By
TLASH25
Meri Ankhon Mein Najane Kiya Parh Raha Tha.
=
Shayad Us Mein Apna Naam Parh Raha Tha.
=
Ye Dekh Kar Us Ka Wajood Bhi Kanp Utha.
=
Mujh Pe Beeti Huwi Jab Dastan Parh Raha Tha.
=
Judai Ki Aafat Bhi Usi Waqt Hi Aayi Thi.
=
Jab Wo Mere Hath Ki Lakeerein Parh Raha Tha.
=
Pal Bhar K Liye Bhi Kiya Use Meri Yad Na Aayi.
=
Us Shajar Par Likha Jab Apna Naam Parh Raha Tha.
=
Shayad Yaqeen Aa Hi Gaya Tha Mere Piyar Par Usey.
=
Jab Lahu Se Likha Mera Khat Parh Raha Tha.
=
Hussnain Mehsos Ho Rahi Thi Usey Apni Zat Bhi.
=
Mere Seene Ki Jab Wo Dharkan Parh Raha Tha...!
=
Poet By
Mirza Hussnain Azam.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments