Meri Sari Zindagi Ko Be Samar Us Ne Kiya.

Meri Sari Zindagi

TaYpEd By
 TLASH25

Meri Sari Zindagi Ko Be Samar Us Ne Kiya.
=
Umar Meri Thi Magar Is Ko Basar Us Ne Kiya.
=
Mein Buhat Kamzor Tha Is Mulk Mein Hijrat Ke Bad.
=
Par Mujhe Is Mulk Mein Kamzor Tarr Us Ne Kiya.
=
Rahbar Mera Bana Gumraah Karne Ke Liye.
=
Mujh Ko Seedhe Raste Se Dar Badar Us Ne Kiya.
=
Shahar Mein Wo Motibar Meri Gawahi Se Huwa.
=
Phir Mujhe Is Shahar Mein Na Motibar Us Ne Kiya.
=
Shahar Ko Us Ne Barbad Kar Ke Rakh Diya Munir.
=
Shahar Par Zulm Mere Naam Par Us Ne Kiya...!
=
Poet By
Munir Niazi.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki