Mili Hawaon Mein Urne Ki Wo Saza Yaro.

Mili Hawaon

TaYpEd By 
TLASH25

Mili Hawaon Mein Urne Ki Wo Saza Yaro.
=
Ki Mein Zameen K Rishto Se Kat Gaya Yaro.
=
Wo Be Khayaal Musafir Mein Rasta Yaro.
=
Kahan Tha Bas Mein Mere Us Ko Rokna Yaro.
=
Mere Kalam Pe Zamane Ki Gard Aisi Thi.
=
Ki Apne Baare Mein Kuch Bhi Na Likh Saka Yaro.
=
Tamam Shahar Hi Jis Ki Talash Mein Gum Tha.
=
Mein Us K Ghar Ka Pata Kis Se Pochta Yaro...!
=
Poet By
Wasim Barelvi.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga