Mujh Ko Ruswa Sar E Bazar Na Karwaya Kare
Mujh Ko Ruswa
TaYpEd By
TLASH25
Mujh Ko Ruswa Sar E Bazar Na Karwaya Kare.
=
Kash Ansu Meri Ankhon Mein Hi Rah Jaya Kare.
=
Ay Hawa Mein Ne To Bus Us Ka Pata Poocha Tha.
=
Ab Kahani To Na Har Bat Ki Ban Jaya Kare.
=
Bus Buhat Dekh Liye Khuwab Suhane Din Ke.
=
Ab Wo Baton Ki Rafaqat Se Na Bahlaya Kare.
=
Ek Museebat To Nahin Toti So Ab Is Dil Se.
=
Jis Museebat Ne Guzarna Hai Guzar Jaya Kare.
=
Jis Ke Khuwabon Ko Mein Ankhon Mein Saja Kar
Rakhon.
=
Us Ki Khushbu Kabhi Mujh Ko Bhi To Mahkaya Kare...!
=
Poet By
Noshi Gilani.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments