NISAR E Murtaza Hun Panjtan Say Pyar Karti Hon.

NISAR E Murtaza Hun Panjtan.
.
Typed By.....-*
*.Sanam.143.*
.
Nisar E Murtaza Hun Panjtan Say Pyar Karti Hon
-
Khizaan Jis Pr Na Aaye Us Chaman Say Pyar Krti Hon
-
-
Aqeeda Mazhab E Insaniyat Main Kab Zaruri Hai
-
-
Main Butt Parast Hun Ek Butt Shikan Say Pyar Karti Hun
-
-
Bey Deen Hoon Bey Peer Nahi Hindu Hon Qatil-e-Shabeer Nahi
-
-
Hussain Agar Baharat Main Utara Jata
-
-
Youn Chand Muhammad (S.A.W) Ka Dhokay Main Na Maara Jata
-
-
Roz Jabeen Jhukti Roz Sajday Hote Hind Ki Bhasha Main Bhagwan Pukara Jata
-
-
Na Bazoo Kalam Hote Na Pani Band Hota
-
-
Ganga K Kinaray Ghazi Ka Aalam Hota
-
-
Jamna Ka Sara Paani Sabeel-E-Hussain Hota......*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki