Phir Bhi Hai Tum Ko Maseehayi Ka Dawa Daikho.
Phir Bhi Hai Tum
TaYpE d By
TLASH25
Phir Bhi Hai Tum Ko Maseehayi Ka Dawa Daikho.
=
Mujh Ko Daikho Mere Marne Ki Tamana Daikho.
=
Jurm E Nazara Pe Kon Itni Khushamad Karta.
=
Ab Wo Rothe Hain Lo Or Tamasha Daikho.
=
Do Hi Din Mein Wo Bat Hai Na Wo Chah Na Piyar.
=
Hum Ne Pehle Hi Ye Tum Se Na Kaha Tha Daikho.
=
Hum Na Kehte They Banawat Se Hai Sara Ghusa.
=
Hans K Lo Phir Wo Unhon Ne Hamein Daikha
Daikho.
=
Masti E Hussn Se Apni Bhi Nahi Tum Ko Khabar.
=
Kia Suno Arz Meri Haal Mera Kia Daikho.
=
Ghar Se Har Waqt Nikal Aate Ho Khole Huwe Baal.
=
Sham Daikho Na Meri Jan Sawera Daikho.
=
Khana E Jan Mein Namoodar Hai Ek Pekar E Noor.
=
Hasraton Aao Rukh E Yar Ka Jalwa Daikho...!
=
Samne Sub K Munasib Nahi Hum Par Ye Itaab.
=
Sar Se Dhal Jaye Na Ghuse Mein Dupata Daikho.
=
Mar Mite Hum To Kabhi Yad Bhi Tum Ne Na Kia.
=
Ab Muhbat Ka Na Karna Kabhi Dawa Daikho.
=
Doston Tark E Muhbat Ki Naseehat Hai Fuzool.
=
Or Na Maano To Dil E Zaar Ko Samjha Daikho.
=
Sar Kahi Baal Kahi Hath Kahi Paon Kahi.
=
Us Ka Sona Bhi Hai Kis Shan Ka Sona Daikho.
=
Ab Wo Shokhi Se Ye Kehte Hain Sitamgar Jo Hain Hum.
=
Dil Kisi Or Se Kuch Roz Behla Daikho.
=
Havas E Deed Mitti Hai Na Mite Gi Hasrat.
=
Daikhne K Liye Chaho Unhein Jitna Daikho...!
=
Poet By
Hasrat Mohani.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments