Phr Mang Phr Mang
Phr Mang Phr Mang
.
Type By......-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
.
Tu Rab Ka Banda Hai Phr Mang Phr Mang
Rab Tera Daata Hai Phr Mang Phr Mang
.
Us K Dar Say Manga Hai Gul E Anbiya Nay Aas'haab O Olaad E Khair Ul Wara Nay
.
Shah O Gada Or Sab Ooliya Nay
To Sochta Kya Hai Phr Mang Phr Mang
.
Mahdod Hai Garcha Tere Wasaail
La Taq'tawa Ka Agar Hai Tu Qail
.
Mayoos Na Baith Ghabra Na Saa'il
Ye Dar Hamara Hai Phr Mang Phr Mang
.
Ghairat Bari Shaay Hai Aay Abr E Ruswa
Dar Dar Pay Na Ja Us K Dar Ka Hoja
.
Ghairon K Ehsaan Kab Tak Gawara
Q Us Ko Bhoola Hai Phr Mang Phr Mang
.
Har Aan Daiti Hai Rahmat Sadain
Wo Tera Malik Hai Kar Iltajain
.
Us Nay To Kee Ghair Par Bhi Aatain
Tu Phr Bhi Apna Hai Phr Mang Phr Mang
.
Hai Sab K Sab Jin O Insan Banday
Wo Maizban Us K Mahmaan Banday
.
Kuch Apni Oqaat Pahchan Banday
To Uska Mangta Hai Phr Mang Phr Mang....'*SA*'
",,
"
Hai Uski Takhleeq Sari Khudai
Zaiba Uski Hai Hajat Rawai.*
",,
"
Shaayaan Usi Ki Hai Mushkil Kushai
Wo Sab Ko Daita Hai Phr Mang Phr Mang.*
",,
"
Dunya E Doun Ka Kahan Tak Ye Dhanda
Kab Tak Galay Main Ye Lalach Ka Phanda.*
",,
"
Ban Ja Bas Apne Malik Ka Hi Banda
Wo Tera Mola Hai Phr Mang Phr Mang.*
",,
"
Jis Nay Kiya Sari Dunya Ko Paida
Hai Zaat Jis Ki 2 Alam Main Yakta.*
",,
"
Ba Garya O Aah Sajday Main Gir Ja
Wo Sabki Sunta Hai Phr Mang Phr Mang.*
",,
"
La Kah K Ab Tor Butt Ma-Siwa K
Imaan Bacha Rimz E Illah Ko Pa K.*
",,
"
Ab Daikhta Kya Hai Banday Khuda K
Daine Pay Aaya Hai Phr Mang Phr Mang.*
",,
"
Daman Ko Phaila K Ban Iltajai
Kab Tak Ye Khamoshi Ye Bay Sadai.*
",,
"
Kuch To "Naseer" Aaj Kar Lab Kushai
Gum Sum Khara Kya Hai Phr Mang Phr Mang....'*SA*'
",,
",,
Poet:-
Peer Naseer O Deen Naseer
Book:-
Maa'ta E Zeest
.
Type By......-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
.
Tu Rab Ka Banda Hai Phr Mang Phr Mang
Rab Tera Daata Hai Phr Mang Phr Mang
.
Us K Dar Say Manga Hai Gul E Anbiya Nay Aas'haab O Olaad E Khair Ul Wara Nay
.
Shah O Gada Or Sab Ooliya Nay
To Sochta Kya Hai Phr Mang Phr Mang
.
Mahdod Hai Garcha Tere Wasaail
La Taq'tawa Ka Agar Hai Tu Qail
.
Mayoos Na Baith Ghabra Na Saa'il
Ye Dar Hamara Hai Phr Mang Phr Mang
.
Ghairat Bari Shaay Hai Aay Abr E Ruswa
Dar Dar Pay Na Ja Us K Dar Ka Hoja
.
Ghairon K Ehsaan Kab Tak Gawara
Q Us Ko Bhoola Hai Phr Mang Phr Mang
.
Har Aan Daiti Hai Rahmat Sadain
Wo Tera Malik Hai Kar Iltajain
.
Us Nay To Kee Ghair Par Bhi Aatain
Tu Phr Bhi Apna Hai Phr Mang Phr Mang
.
Hai Sab K Sab Jin O Insan Banday
Wo Maizban Us K Mahmaan Banday
.
Kuch Apni Oqaat Pahchan Banday
To Uska Mangta Hai Phr Mang Phr Mang....'*SA*'
",,
"
Hai Uski Takhleeq Sari Khudai
Zaiba Uski Hai Hajat Rawai.*
",,
"
Shaayaan Usi Ki Hai Mushkil Kushai
Wo Sab Ko Daita Hai Phr Mang Phr Mang.*
",,
"
Dunya E Doun Ka Kahan Tak Ye Dhanda
Kab Tak Galay Main Ye Lalach Ka Phanda.*
",,
"
Ban Ja Bas Apne Malik Ka Hi Banda
Wo Tera Mola Hai Phr Mang Phr Mang.*
",,
"
Jis Nay Kiya Sari Dunya Ko Paida
Hai Zaat Jis Ki 2 Alam Main Yakta.*
",,
"
Ba Garya O Aah Sajday Main Gir Ja
Wo Sabki Sunta Hai Phr Mang Phr Mang.*
",,
"
La Kah K Ab Tor Butt Ma-Siwa K
Imaan Bacha Rimz E Illah Ko Pa K.*
",,
"
Ab Daikhta Kya Hai Banday Khuda K
Daine Pay Aaya Hai Phr Mang Phr Mang.*
",,
"
Daman Ko Phaila K Ban Iltajai
Kab Tak Ye Khamoshi Ye Bay Sadai.*
",,
"
Kuch To "Naseer" Aaj Kar Lab Kushai
Gum Sum Khara Kya Hai Phr Mang Phr Mang....'*SA*'
",,
",,
Poet:-
Peer Naseer O Deen Naseer
Book:-
Maa'ta E Zeest
Comments