Raat Bhar Un Ka Tassawur Dil Ko Tarpata Raha
Raat Bhar Un Ka
TaYpEd By
TLASH25
Raat Bhar Un Ka Tassawur Dil Ko Tarpata Raha
=
Ek Naqsha Samne Aata Raha Jata Raha.
=
Sub Na Milne Tak Ki Batein Thi Jab Aa K Mil Gayi.
=
Sare Shikwe Mit Gaye Sara Gila Jata Raha.
=
In Labon Ko Hi Na Tha Gustakhyon Ka Hosla.
=
Ham Ne Mana Umar Bhar Wo Ham Ko Tarsata Raha.
=
Us Hareem E Naz Ka Ab Tak Na Paya Kuch Pata.
=
Mudaton Kumbakhit Dil Galyon Mein Bahkata Raha.
=
Zikar E Rahat Kiya K Taskeen Tak Na Hasil Ho Saki.
=
Garche Ek Alam Hamare Dil Ko Bahlata Raha.
=
Us Taraf Us Naznen Seene Mein Moj E Iztirab.
=
Is Taraf Nadan Dil Seene Mein Ghabrata Raha.
=
Mahfil E Janan Mein Sub Ko Apni Apni Fikar Hai.
=
Koi Akhtar Se Bhi Poche Tera Kiya Jata Raha...!
=
Poet
Akhtar Sheerani.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments