Ras Mein Doba Huwa Lehrata Badan Kiya Kehna.

Ras Mein Doba

TaYpEd By 
 TLASH25

Ras Mein Doba Huwa Lehrata Badan Kiya Kehna.
=
Karwatein Leti Huwi Subah E Chamman Kiya Kehna.
=
Baag E Janat Mein Ghata Jese Baras K Khul Jaye.
=
Sondhi Sondhi Teri Khushbu E Badan Kiya Kehna.
=
Jese Lehraye Koi Shola Qamar Ki Ye Lachak.
=
Sar Ba Sar Atish E Sayal Badan Kiya Kehna.
=
Qamat E Naz Lachkati Huwi Ek Qos E Qaza.
=
Zulf E Shab Rang Ka Chhaya Huwa Jahan Kiya Kehna.
=
Jis Tarah Jalwa E Firdos Hawaon Se Chheene
Perhan Mein.
=
Tere Rangeni E Tan Kiya Kehna.
=
Jalwa O Parda Ka Ye Rang Dam E Nazara.
=
Jis Tarah Adh Khuli Ghoonghat Mein Dulhan Kiya Kehna.
=
Jagmagahat E Jabeen Ki Hai K Pao Phatati Hai
Muskurahat Hai.
=
Teri Subah E Chamman Kiya Kehna...!
=
Poet By
Firaq Gorakhpuri
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki