Takra Gai Thi Unki Nazar Say Nazar Kaheen,
Takra Gai Thi Unki
Nazar Say Nazar
Kaheen,
Dil Ko Mere Chain
Na Mila Umar Bhar
Kaheen.*
.
Ho Jaaiaye Kabhi Na
Jalwagar Kaheen,
Sar Phoor Lay Na
Apka Ashfita Sar
Kaheen.*
.
Qulb O Nazar Main
Hashar Baapa Jaan
Muztarib,
Is Rah Say Hoa Na
Ho Unka Guzar
Kaheen.*
.
Aay Charasaz Sir Na
Khapa Apni Rah Ly,
Acha Hoa Hai Ishq
Main Zakhm E Jiger
Kaheen.*
.
Lil'lah Ap Husn K
Taiwar Sanbhaliaye
Barbad Ho Na Jaye
Maa'ta E Nazar
Kaheen.*
.
Kehna Paregi Khul
K Mujhe Dastan E
Dil,
Jab Chirr Gai To Bat
Hoi Mukhtasar
Kaheen.*
.
Majroh E Naish Ka
Waqt Ka Allah Ray
Ilaaj,
Marhum Kaheen
Hai Zakhm Kaheen
Charagar Kaheen.*
.
Dil Chahta Hai
Shaam E Tamanna
Shab E Wisaal,
Lekin Dhalay To
Ghum Ki Kari
Dopeher Kaheen.*
.
Mujh Say Khichay
Hoay Hai To Khush
Hai Wo Ghair Say,
Us Nay Lagai Ho Na
Idhar Ki Udhar
Kaheen.....*SA*
.
Milta Hai Aaj Kal
Hamain Ik Shakhs
Is Tarha,
Baigaana Waar Wo
Bhi Sar E Rahguzar
Kaheen.*
.
Sunta Hon Loot
Lete Hai Wo Ik
Nigah Say,
Khud Bhi Na Lut
Gaya Ho Mera
Naama Bar Kaheen.*
.
Aaye Hai Ap Or
Mere Ghar Zahay
Naseeb,
Dhoka Na Kha Rahi
Ho Ye Meri Nazar
Kaheen.*
.
Sochain To Kah
Rahe Hai Kisay
Bewafa "Naseer",
Ilzaam Aa Na Jaye
Ye Apne Ki Sar
Kaheen....*SA*
.
Type By......-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
.
Poet
Naseer O Deen Naseer
Book
Paimaan E Shab
Nazar Say Nazar
Kaheen,
Dil Ko Mere Chain
Na Mila Umar Bhar
Kaheen.*
.
Ho Jaaiaye Kabhi Na
Jalwagar Kaheen,
Sar Phoor Lay Na
Apka Ashfita Sar
Kaheen.*
.
Qulb O Nazar Main
Hashar Baapa Jaan
Muztarib,
Is Rah Say Hoa Na
Ho Unka Guzar
Kaheen.*
.
Aay Charasaz Sir Na
Khapa Apni Rah Ly,
Acha Hoa Hai Ishq
Main Zakhm E Jiger
Kaheen.*
.
Lil'lah Ap Husn K
Taiwar Sanbhaliaye
Barbad Ho Na Jaye
Maa'ta E Nazar
Kaheen.*
.
Kehna Paregi Khul
K Mujhe Dastan E
Dil,
Jab Chirr Gai To Bat
Hoi Mukhtasar
Kaheen.*
.
Majroh E Naish Ka
Waqt Ka Allah Ray
Ilaaj,
Marhum Kaheen
Hai Zakhm Kaheen
Charagar Kaheen.*
.
Dil Chahta Hai
Shaam E Tamanna
Shab E Wisaal,
Lekin Dhalay To
Ghum Ki Kari
Dopeher Kaheen.*
.
Mujh Say Khichay
Hoay Hai To Khush
Hai Wo Ghair Say,
Us Nay Lagai Ho Na
Idhar Ki Udhar
Kaheen.....*SA*
.
Milta Hai Aaj Kal
Hamain Ik Shakhs
Is Tarha,
Baigaana Waar Wo
Bhi Sar E Rahguzar
Kaheen.*
.
Sunta Hon Loot
Lete Hai Wo Ik
Nigah Say,
Khud Bhi Na Lut
Gaya Ho Mera
Naama Bar Kaheen.*
.
Aaye Hai Ap Or
Mere Ghar Zahay
Naseeb,
Dhoka Na Kha Rahi
Ho Ye Meri Nazar
Kaheen.*
.
Sochain To Kah
Rahe Hai Kisay
Bewafa "Naseer",
Ilzaam Aa Na Jaye
Ye Apne Ki Sar
Kaheen....*SA*
.
Type By......-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
.
Poet
Naseer O Deen Naseer
Book
Paimaan E Shab
Comments