Us Ki Majbori Ka Mujh Ko Ihsas Buhat Hai.
TaYpEd By
TLASH25
Us Ki Majbori Ka Mujh Ko Ihsas Buhat Hai.
=
Judai Ki Aziyat Me Bi Lutaf Buhat Hai.
=
Koshish Buhat Ki K Mita Sakon Un Ko Tere Mere Bech Phir Bi Fasala Buhat Hai.
=
Zarori Nahi Hai Kisi Talwar Se Zer Karne Ki
Mere Dushman Ki Haar K Liye Meri Jeet Hi Buhat Hai.
=
Chor Dia Hath Us Ka Bus Yahi Kah Kar Teri Har Khushi Mujh Ko Anmol Buhat Hai.
=
Na Samajh Yon K Kahi Mur Jayen Ge Tere Bin Tere Intizar K Liye Meri Sans Buhat Hai.
=
Hath Nahi Phelta Ab Kahin Bi Ja k
Nawazine K Liye Ek Hi Zat Buhat Hai.
=
Karta Hon Bus Me Hi Tujh Ko Muhbat To Bi Mujh Ko Chahe Ye Hasrat Buhat Hai.
=
Zarori Nahi Hai Kisi Ko Noha Sunane Ki Ansu Girane K Liye Meri Dastan Hi Buhat Hai.
=
Chor De Ab Har Kisi Ka Hath Thamina Tujhe Chahne K Liye Hussnain Buhat Hai.
=
Yaqeen Aa Gaya Hai Hussnain Ab Hum Ko Bi.
=
Muhbat K Raste Par Chalna Dushwar Buhat Hai...!
=
Poet.
Mirza Hussnain Mirza

Comments