Ye Mana Zindagi Hai 4 Chaar Din Ki.

Ye Mana Zindagi

TaYpEd By
 TLASH25

Ye Mana Zindagi Hai 4 Chaar Din Ki.
=
Buhat Hote Hain Yaron 4 Chaar Din Bhi.
=
Khuda Ko Paa Gaya Waiz Magar Hai
Zarorat Admi Ko Admi Ki.
=
Mila Hon Muskura K Us Se Har Bar.
=
Magar Ankhon Mein Bhi Thi Kuch Nami Si Thi.
=
Muhbat Mein Kahin Kiya Haal Dil Ka.
=
Khushi Hi Kaam Aati Hai Na Ghum Hi.
=
Bhari Mehfil Mein Har Ek Se Bacha Kar.
=
Teri Ankhon Ne Mujh Se Bat Kar Li.
=
Larakpan Ki Ada Hai Jan Lewa
Gazab Ki Chhokri Hai Hath Bhar Ki.
=
Raqeeb E Ghum Zada Ab Sabar Kar Le.
=
Kabhi Us Se Meri Bhi Dosti Thi...!
=
Poet By
Firaq Gorakhpuri
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga