Zahir Kisi Soorat Bhi Kahin Naam Na Karna.
Zahir Kisi Soorat
TaYpEd By
TLASH25
Zahir Kisi Soorat Bhi Kahin Naam Na Karna.
=
Hain Log Buhat Khaas Humein Aam Na Karna.
=
Jane Ki Ijazat To Diye Dete Hain Lekin.
=
Raste Mein Kahin Aate Huwe Shaam Na Karna.
=
Kuch Roz Se Ye Haal Hai Chahat mein tumhari,
Bekaar Parre Rahna Koi Kaam Na Karna.
=
Mein Bhi Na Dikhaon Ga Sar E Raah Girebaan.
=
Tum Bhi Mere Wadon Ko Sar E Aam Na Karna.
=
Is Shart Pe Hai Tark E Taaluq Ki Ijazat.
=
Badnam Zamane Mein Mera Naam Na Karna.
=
Hum Log Palat Aane Ki Khatir Nahin Jate.
=
Wo Sham K Baad Apne Dar O Baam Na Karna.
=
Yadon Ka Nasha Hosh Urra Deta Hai Arshad.
=
Saaqi Se Kaho Samne Ab Jaam Na Karna...!
=
Poet By
Arshad Malik.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments