Zameen Pe Chal Na Saka Asman Se Bhi Gaya

Zameen Pe Chal

TaYpEd By
 TLASH25

Zameen Pe Chal Na Saka Asman Se Bhi Gaya
Katta Ke Parr Ko Parinda Uarran Se Bhi Gaya.
=
Tabah Kar Gayi Pake Makaan Ki Khuwahish Mein Apne Gaon Ke Kache Makaan Se Bhi Gaya.
=
Paraayi Aag Mein Kood Kar Kia Mila Tujh Ko.
.
Usay Bacha Na Saka Apni Jan Se Bhi Gaya.
=
Bhulana Chaaha To Bhulane Ki Inteha Kar Di
Wo Shakhs Ab Mere Wehim O Gumaan Se Bhi Gaya.
=
Kisi Ke Hath Ka Nikla Huwa Wo Teer Hon Mein.
=
Hadaf Ko Chhu Na Saka Aur Kamaan Se Bhi Gaya...!
=
Poet By
Mirza Ghalib.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001 

Comments

Unknown said…
Written by Shahid Kabeer, I believe.

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki