Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai.

Zindagi Ek Kiraye Ka
",,
",,
Type By......-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
",,
",,
Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai
Ek Na Ek Din Badalna Pare Ga....>
",,
",,
Moat Jab Tumko Awaaz Day Gi
Ghar Say Bahar Nikalna Pare Ga....>
",,
",,
Dhair Mitti Ka Har Admi Hai
Bad Marne K Hona Yahi Hai....>
",,
",,
Ya Zameeno Main Turbt Banay Gi
Ya Chitaon Main Jalna Pare Ga....>
",,
",,
Raat K Baad Hoga Sawera
Dekhna Hai Agar Din Sunaihra....>
",,
",,
Paon Phool Py Rakhne Say Pehle
Tumko Kanto Py Chalna Pare Ga....>
",,
",,
Aitbaar Un K Waado Ka Mat Kar
Warna Aaye Dil Mere Zindagi Bhar....>
",,
",,
Tujhko Bhi Mom-Batti Ki Tarah
Katra Katra Pighalna Pare Ga....>
",,
",,
Ye Jawani Hai Pal Bhar Ka Sapna
Dhundh Ly Koi Mehbob Apna....>
",,
",,
Ye Jawani Agar Dhal Gai To
Umar Bhar Hath Malna Pare Ga....>
",,
",,
Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai

Ek Na Ek Din Badalna Pare Ga....'*'SA'*'

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki