Ek Thehre Huwe Dard Ki Baahon Mein Rahe Hain.

Ek Thehre Huwe

TaYpEd By 
TLASH25

Ek Thehre Huwe Dard Ki Baahon Mein Rahe Hain.
=
Hum Log Muhbat Ki Panahon Mein Rahe Hain.
=
Hum Log Wafadar Tujhe Bhoole Nahin Hain.
=
Hum Log Musafir Teri Raahon Mein Rahe Hain.
=
Ek Zardi Furqat Mere Chahre Pe Rahi Hai.
=
Kuch Khoon Ke Chheente Meri Aahon Mein Rahe Hain.
=
Har Bat Pe Khamosh Rahain Ban Ke Riaaya.
=
Deewane Bhala Yon Kabhi Shaahon Mein Rahe Hain.
=
Har Dhaab Ki Adalat Ko Samjhte Hain Buhat Khoob.
=
Lagta Hai Janab Gahoon Mein Rahe Hain...!
=
Poet By
Farhat Abas Shah.
=
Book Name
Kahan Ho Tum.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga