Hangama E Ghum Se Tang Aa Kar Izhar E Musarat Kar Bethe.

Hangama E

TaYpEd By
 TLASH25

Hangama E Ghum Se Tang Aa Kar Izhar E Musarat Kar Bethe.
=
Mash'hoor Thi Apni Zinda Dili Danista Shararat Kar Bethe.
=
Koshish To Buhat Ki Hum Ne Magar Paya Na Ghum E Hasti Ka Mafar.
=
Weerani E Dil Jab Had Se Bari Ghabra K Muhbat Kar Bethe.
=
Nazron Se Na Karte Pursish E Ghum Khamosh Hi Rahna Bahtar Tha.
=
Deewano Ko Tum Ne Chher Diya Wallah Qiyamat Kar Bethe.
=
Har Cheez Nahi Ek Markaz Par Ek Roz Idhar Ek Roz Udhar.
=
Nafrat Se Na Dekho Dushman Ko Shayad Ye Muhbat Kar Bethe...!
=
Poet By
Shakeel Badayuni
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki