Teri Aankh Main Paimana Bhi Maikhana Bhi

Poet:-
'-._.Sarfraz Ahmad
.
Teri Aankh Main Paimana Bhi Maikhana Bhi...>
.
Main Tera Dewana Bhi Mastana Bhi...>
.
Teri Ankhon Main Doob K Marna Chahta Hun...>
.
Yun To Hijar Main Jalta Hai Parwana Bhi...>
.
Meri Chashm E Tar Ka Kuch To Khayal Kar...>
.
Dushman Na Ban Ta'alluq Rakh Aashiqana Bhi...>
.
Kach'chi Sharaab Si Muhabt Kr Li Tum Say...>
.
Shab E Wisal Day Ab Bas Kar Tarpana Bhi...>
.
Na Samjh Tha Nadaan Tha Tujh Say Dil Laga Baitha...>
.
Bara Mehnga Para Sanam Tujh Say Dil Lagana Bhi...>
.
Shiddat E Dard Say Aah Q Niklay...>
.
Qissa E Ishq Parh K Wah Kahay Zamana Bhi...>
.
Meri Wafa Jhooti Lagti Hai Usko...>
.
Jhota Lagta Hai Meri Ankhon Main Aansoun Ka Aana Bhi...>
.
Marna To Hai To Tere Hijar Main Q Nahi "Jiger"...>
.
Meri Qaber Pay Mere Naam K Saath Likhna Dewana Bhi...'*SA*'
.
Typing Date
06.03.2015

01.45 Am

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki