Hamain Hi Na Kanton Ka Ye Haar Dalain

Hamain Hi Na Kanton Ka Ye Haar Dalain
.
Zara Khod Ko Bhi Kho E Isaar Dalain
.
Irada Hai Nadaan O Shoqeen Dil Ko
.
Kisi Chand Si Shakal Par Waar Dalain
.
Agar Zindagi Waqayee Ik Jowa Hai
.
To Bar Waqt Sab Kuch Kaheen Haar Dalain
.
Wo Tanha Na Dil Apna Behla Sakain Gay
.
Kaho Saaz Main Aik Or Taar Dalain
.
Kaheen Yun Na Ho Zindagi Daine Wale
.
Boht Josh Main Aain To Maar Dalain
.
Guzar Jayain Gay Yun Bhi Din Zindagi K
.
Tere Khulq Par Kis Liay Baar Dalain
.
"Adam" Aao Allah Ka Naam Lay Kar
.
Kisi Chulbuli Moat Say Pyar Dalain....'*SA*'
-
-
Type By.....-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
-
Poet:-
Abdul Hameedul Hameed Adam
Book

Chara E Dard

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga