Hum Dasht Nasheeno Ko Bhi Ghar Bakhsh Diya Hai.

Hum Dasht

TaYpEd By 
 TLASH25

Hum Dasht Nasheeno Ko Bhi Ghar Bakhsh Diya Hai.
=
Ek Khuwab Ne Jeene Ka Hunar Bakhsh Diya Hai.
=
Kamyabi Asbaab Ka Shikwa Nahin Karte.
=
Ihsaan Ye Kam Hai Ke Safar Bakhsh Diya Hai.
=
Khush Fehmi Meri Jeet Ko Samjha Hai Meri Haar.
=
Dil Le Ke Mujhe Deeda Tar Bakhsh Diya Hai.
=
Us Se Sukhan War Dekha Na Suna Hai.
=
Jis Ne Mere Lahje Ko Asar Bakhsh Diya Hai...!
=
Poet By
Khalil Ullah Faroqi.
=
Book Name
Muhbat Khush Guma Hai.
=
Page. 133.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001 

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki