Jaam Pr Hi Na Sirf Taal Hamain,

Jaam Pr Hi Na Sirf Taal Hamain,
Ankharyon Sy Bhi Kr Kuch Nihaal Hamain
.
Jab Say Daikha Hai Teri Zulfon Ko,
Achay Lagte Hai Kalay Jaal Hamain
.
Hum Bhi Ghar Baar Rakhne Wale Hai,
Itni Khawari Say Mat Nikaal Hamain
.
Teri Yaadon Ko Bhool Jaane Tak,
Maar Day Ga Tera Khayal Hamain
.
Charah Gar Kya Dohra Hai Dhokay Main,
Saaf Keh Day Hamara Haal Hamain
.
Hum Galat Hi Thek Hai Rehber,
To Kisi Rah Par Na Daal Hamain
.
Lag Gai Bad-Dua Khushi Ki "Adam",
Mil Gaya Dard E Zawaal Hamain....'*SA*'
-
-
Type By.....-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
-
Poet:-
Abdul Hameed Adam
Book

Charah E Dard

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga