Jahan Hum Faqeero K Dairay Rahain Gay

Jahan Hum Faqeero K Dairay Rahain Gay
Wahan Meh Jabeeno K Phairay Rahain Gay
.
Jo Raatain Katain Gi Tere Saath Unki,
Bare Khobsorat Sawairay Rahain Gay
.
Tu Takleef Day Ga Main Khidmat Karonga,
Yahi Mashgale Tere Mere Rahain Gay
.
Ye Barsaat Ki Aarzi Rut Nahi Hai,
Wo Gaisu Hamaisha Ghairay Rahain Gay
.
To Hasil Hamain Ho Na Ho Aay Pari Wash,
Magr Hum Talabgaar Tere Rahain Gay
.
"Adam" Mera Batin Bhi Mithra Kaahin Hai
Yahaan Goopiyon K Basairay Rahain Gay....'*SA*'
-
-
Type By.....-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
-
Poet:-
Abdul Hameed Adam
Book

Charah E Dard

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki