Jo Arzo Bhi Dil Main Thi Ik Jaam Ban Gai
Jo Arzo Bhi Dil Main Thi Ik Jaam Ban Gai
.
Honthon Tak Aate Aate Tera Naam Ban Gai
.
Toti Kuch Or Ada Say Sisakti Hoi Umeed
.
Halki Si Aik Sorat E Araam Ban Gai
.
Din Ki Shadeed Dhoop Main Bhi Jab Khuli Wo Zulf
.
Aik Ras Bhari Mehkti Hoi Shaam Ban Gai
.
Harjai Hogai To Muhabt Bhi Aik Dum
.
Bazaar Ki Haseena Badnaam Ho Gai
.
Jurrat Khata Ki Garcha Bari Na'tawaan Si Thi
.
Masloob Ho K Kisi Khush Injaam Ban Gai
.
Jurm Uski Ankh Ka Tha Magr Kis Tipaak Say
.
Meri Nigah Ilzaam Ban Gai
.
Ye Aik Kaam Zeest Nay Behter Kiya "Adam"
.
Aik Dil Faraib Silsila E Daam Ban Gai.....'*SA*'
-
-
Type By.....-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
-
Poet:-
Abdul Hameed Adam
Book
Charah E Dard

Comments