Kash Tum Ne Mujhe Hansaya Hota.

Kash Tum Ne

TaYpEd By
 TLASH25

Kash Tum Ne Mujhe Hansaya Hota.
=
Kash Tum Ne Mujhe Rulaya Hota.
=
Kash Gusse Mein Hi Apna Bulaya Hota.
=
Kash Mujhe Yad Kar K Apne Dil Ko Bahlaya Hota.
=
Kash Meri Yad Satati Tumhein
Kash Mere Bina Nend Na Aati Tumhein.
=
Kash K Tum Meri Muhbat Ko Pahchan Pate.
=
Kash K Tum Mujhe Apna Hi Bana Pate.
=
Kash Mein Tumhein Apni Bahon Mein Khilata.
=
Kash Mein Tumhari Zulfon Mein So Jata.
=
Kash K Tum Dil Se Chahte Mujhe.
=
Kash K Apna Saya Banate Mujhe.
=
Kash Mein Teri Ankhon Ka Kajal Hota.
=
Kash Mein Is Barish Ka Badal Hota.
=
Kash Tum Mere Seene Se Lipat Kar Rote.
=
Kash K Mere Bina Teri Subho Na Hote.
=
Kash K Haal E Dil Batata Tumhein
Kash K Dil Ka Ghum Batata Tumhein.
=
Kash K Apni Jan Se Bhi Chahta
Kash Tum Bin Sans Bhi Ke Na Pata.
=
Ay Kash Ye Sab Ghum Na Hote.
=
Ay Kash Na Tum Hote Na Hum Hote...!
=
Poet By

Abid Ali Abid.

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki