Khuli Wo Zulf Jo Pehli Jabeen Raat Hoi

Khuli Wo Zulf Jo Pehli Jabeen Raat Hoi
.
Uthi Wo Ankh To Takhleeq Kainaat Hoi
.
Khuda Nay Gurr To Diya Alam E Wajood Magar
.
Sajawato K Bina Orton Ki Zaat Hoi
.
Thi Itni Batain Dilon Main K Jab Moqa Mila
.
Na Un Say Baat Hoi Na Mujh Say Baat Hoi
.
Dil E Tabah Ko Kuch Or Kr Gai Zakhmi
.
Wo Aik Nazr Jo Gunahgar E Iltifaat Hoi
.
Hayaat O Moat Ki Gharat Gari Ka Haal Na Poch
.
Jo Moat Ban Na Saki Wo "Adam" Hayat Hoi....'*SA*'
-
-
Type By.....-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
-
Poet:-
Abdul Hameed Adam
Book

Charah E Dard

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga