Masroofiyat Usi Ki Hai Fursat Usi Ki Hai.

Masroofiyat Usi

TaYpEd By
 TLASH25

Masroofiyat Usi Ki Hai Fursat Usi Ki Hai.
=
Is Sar Zameen E Dil Pe Hukoomat Usi Ki Hai.
=
Milta Hai Wo Bhi Tark E Taaluq Ke Ba Wajood.
=
Mein Kiya Karon Ke Mujh Ko Bhi Aadat Usi Ki Hai.
=
Jo Umar Us Ke Sath Guzari Usi Ki Thi.
=
Baqi Jo Bach Gayi Hai Musafat Usi Ki Hai.
=
Hota Hai Phir Kisi Pe Usi Ka Gumaan Mujhe.
=
Lagta Hai Har Kisi Mein Shabaahat Usi Ki Hai.
=
Wo Jis Ke Haq Mein Jhooti Gawahi Bhi Mein Ne Di.
=
Roohi Mere Khilaf Shahadat Usi Ki Hai...!
=
Poet By
Rehana Rohi.
=
Book Name
Ishq Zaad.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga