Mere Nawaye Shoq Se Shor Hareem E Zaat Mein.

Mere Nawaye

TaYpEd By
 TLASH25

Mere Nawaye Shoq Se Shor Hareem E Zaat Mein.
=
Galgala Haye Alamaan But Kada Sifat Mein.
=
Hoor E Farishta Hai Aseer Mere Takhliyaat Mein.
=
Meri Nigah Se Khalal Teri Tajal'liyat Mein.
=
Garcha Hai Meri Justaju Dair O Haram Ki Naqsh E Band.
=
Meri Fagaan Se Rastakhaiz Kaba O Somanaat Mein.
=
Gaah Meri Nigah E Taiz Cheer Gayi Dil E Wajood.
=
Gaah Ulajh Ke Rah Gayi Mere Tohmaat Mein.
=
Tu Ne Ye Ghazab Kiya Mujh Ko Bhi Faash Kar Diya.
=
Mein Hi To Ek Raaz Tha Seena E Kainaat Mein...!
=
Poet By
Allama Iqbal.
=
Book Name
Baal E Jibreel.
=
Page No .5.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga