Na Ab Mujh Ko Sada Do Thak Gaya Mein

Na Ab Mujh Ko

TaYpEd By
 TLASH25

Na Ab Mujh Ko Sada Do Thak Gaya Mein.
=
Tumhein Jao Irado Thak Gaya Mein.
=
Nahin Uthti Meri Talwaar Mujh Se
Utho Ay Shahzado Thak Gaya Mein.
=
Zara Sa Sath Do Gham K Safar Mein.
=
Zara Sa Muskurado Thak Gaya Mein.
=
Tumhare Sath Hon Phir Bhi Akela.
=
Rafeeqo Rasta Do Thak Gaya Mein.
=
Kahan Tak Ek Hi Tamseel Dekhon
Bas Ab Parda Gira Do Thak Gaya Mein.
=
Adalat Kiya Qayamat Tak Chale Gi.
=
Mujhe Jaldi Saza Do Thak Gaya Mein.
=
Kahan Aati Hai Mujh Ko Nend Phir Bhi.
=
Mera Bistar Bichha Do Thak Gaya Mein...!
=
Poet By
Liyaqat Ali Asim.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki