Sabak Sabak Se Naqsh The
Sobak Sobak Se
TaYpEd By
TLASH25
Sabak Sabak Se Naqsh The
Sarapa Nazneen Thi.
=
Tamaam Lafz Be Hunar Wo Is Qadar Haseen Thi.
=
Wo Buhat Hi Dil Nasheen Thi
Wo Kon Mahjabeen Thi.
=
Wo Uski Chashm E Neem Da
Kah Jab Kabhi Uthi Zara.
=
Ye Kainaat Tham Gayi Mein Dekhta Hi Rah Gaya.
=
Hayaat Ka Yaqeen Thi
Wo Kon Mahjabeen Thi.
=
Wo Asmaan Ka Chand Thi
Zameen Pe Mera Rasta.
=
Wo Kehkashaan Ki Humsafar
Hamara Kaisa Wasta.
=
Mein Khaak Wo Nageen Thi
Wo Kon Mahjabeen Thi.
=
Wo Kon Khush Naseeb Hai Jo Le Gaya Hai Ghar Usay.
=
Ye Zindagi Ka Khel Hai Koi Lote Koi Base.
=
Suna Khushi Ki Saij Par Wo Hum Ki Hum Nasheen Thi.
=
Wo Kon Mahjabeen Thi...!
=
Book Name
Muhbat Khush Guma Hai.
=
Poet By
Khalil Ullah Farooqi.
=
Page No. 48.49.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001
TaYpEd By
TLASH25
Sabak Sabak Se Naqsh The
Sarapa Nazneen Thi.
=
Tamaam Lafz Be Hunar Wo Is Qadar Haseen Thi.
=
Wo Buhat Hi Dil Nasheen Thi
Wo Kon Mahjabeen Thi.
=
Wo Uski Chashm E Neem Da
Kah Jab Kabhi Uthi Zara.
=
Ye Kainaat Tham Gayi Mein Dekhta Hi Rah Gaya.
=
Hayaat Ka Yaqeen Thi
Wo Kon Mahjabeen Thi.
=
Wo Asmaan Ka Chand Thi
Zameen Pe Mera Rasta.
=
Wo Kehkashaan Ki Humsafar
Hamara Kaisa Wasta.
=
Mein Khaak Wo Nageen Thi
Wo Kon Mahjabeen Thi.
=
Wo Kon Khush Naseeb Hai Jo Le Gaya Hai Ghar Usay.
=
Ye Zindagi Ka Khel Hai Koi Lote Koi Base.
=
Suna Khushi Ki Saij Par Wo Hum Ki Hum Nasheen Thi.
=
Wo Kon Mahjabeen Thi...!
=
Book Name
Muhbat Khush Guma Hai.
=
Poet By
Khalil Ullah Farooqi.
=
Page No. 48.49.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001
Comments