Tere Fayoz Ka Koi Shumar Hai Saqi
Tere Fayoz Ka Koi Shumar Hai Saqi
Jidhar Nigah Uthao Bahaar Hai Saqi
Baichariyon K Gale Or Kalai Main Grcha
Na Koi Gajra Hai Saqi Na Haar Hai Saqi
Magr Gareeb O Tahi Dast Nazneno Pr
Waqar E Sharam O Sharafat Nisar Hai Saqi
Teri Surahi Main Hota Jo Gulaab Ka Ras
Zahanaton Ka Haqeqi Nikhaar Hai Saqi
Haseen Sakht Tere Nakhon E Tadbar Ki
Kaleed E Daftar O Nigar Hai Saqi
Utaar Daiti Hai Hr Zang Deeda O Dil Sy
Sharab Hosh O Khurd Ka Singhar Hai Saqi
Khurd Ka Halqa E Qudrat Boht Wasee Nahi
Janon K Pas Bara Iqtadar Hai Saqi
Main Pehla Jaam Uthaoga Apni Mrzi Sy
Phr Us K Bad Tujhe Ikhtiyar Hai Saqi
Wo Aisi Kon Si Shay Hai Jo Usk Pas Nahi
Khuda To Nagr O Sarmaya Daar Hai Saqi
Mujhe Tajassus O Tahkeeq Ki Hai Adat
Mujhe Khuda Pr Yunhi Aitbar Hai Saqi
Agr Mata E Faqeeri Bhi Aik Dolat Hai
To Phr "Adam" Bara Jageer Dar Hai Saqi...*SA*
.
Type By
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad
-
Poet:-
Abdul Hameed Adam
Jidhar Nigah Uthao Bahaar Hai Saqi
Baichariyon K Gale Or Kalai Main Grcha
Na Koi Gajra Hai Saqi Na Haar Hai Saqi
Magr Gareeb O Tahi Dast Nazneno Pr
Waqar E Sharam O Sharafat Nisar Hai Saqi
Teri Surahi Main Hota Jo Gulaab Ka Ras
Zahanaton Ka Haqeqi Nikhaar Hai Saqi
Haseen Sakht Tere Nakhon E Tadbar Ki
Kaleed E Daftar O Nigar Hai Saqi
Utaar Daiti Hai Hr Zang Deeda O Dil Sy
Sharab Hosh O Khurd Ka Singhar Hai Saqi
Khurd Ka Halqa E Qudrat Boht Wasee Nahi
Janon K Pas Bara Iqtadar Hai Saqi
Main Pehla Jaam Uthaoga Apni Mrzi Sy
Phr Us K Bad Tujhe Ikhtiyar Hai Saqi
Wo Aisi Kon Si Shay Hai Jo Usk Pas Nahi
Khuda To Nagr O Sarmaya Daar Hai Saqi
Mujhe Tajassus O Tahkeeq Ki Hai Adat
Mujhe Khuda Pr Yunhi Aitbar Hai Saqi
Agr Mata E Faqeeri Bhi Aik Dolat Hai
To Phr "Adam" Bara Jageer Dar Hai Saqi...*SA*
.
Type By
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad
-
Poet:-
Abdul Hameed Adam
Comments