Teri Zulfon Say Jugnu Iktibaas E Noor Karta Hai

.
Ye Banjara Isi Ban Main Thakawat Door Karta Hai
.
Khurd Jo Kuch Bhi Karti Hai Hadood E Rasm K Andar
.
Janon Jo Kuch Bhi Krta Hai Bila Dastoor Karta Hai
.
Jo Khair Andhaish Bhi Dono Ka Hai Wo Kis Sakhawat Say
.
Mujhe Badnam Karta Hai Tumhain Mashhor Karta Hai
.
Mujhe Toba Ka Pora Ajar Milta Hai Isi Saa'at
.
Koi Zohra Jabeen Peene Par Majboor Karta Hai
.
Wo Hans Kar Baat Kar Lain To Kafi Sy Ziada Hai
.
Pari Zaadon Say Jhagra Kab Koi Mazdoor Krta Hai
.
Nazar Bazi Ko Arbaab E Khurd Kuch Bhi Kahain Lekin
.
Ye Rangeen Mashgala Dil Ko Boht Masroor Karta Hai
.
Diay Jate Thay Dil Tohfay Ki Sorat Main "Adam" Pahle
.
Par Ab Kon Aisi Sasti Cheez Manzoor Karta Hai.....'*SA*'
-
-
Type By.....-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
-
Poet:-
Abdul Hameed Adam
Book
Charah E Dard

Comments