Wo Bhi Kiya Din K Pal Mein Kar Diya Karte The Hum.

Wo Bhi Kiya Din

TaYpEd By
TLASH25

Wo Bhi Kiya Din K Pal Mein Kar Diya Karte The Hum.
=
Umar Bhar Ki Chahatein Har Ek HarJaayi K Naan.
=
Wo Bhi Kiya Subhein Thi Jin Ki Muskurahat Ka Fasoon.
=
Waqf Tha Ihl E Bazm Ki Ranaayi K Naam.
=
Wo Bhi Kiya Shamein Thi Jin Ki Shuhratein Mansoob Thin.
=
Be Sabab Khullte Howe Ballon Ki Ruswaayi K Naam.
=
Ab K Wo Rutt Hai K Har Taza Qayamat Ka Aazaab.
=
Apne Dil Mein Jagte Zakhmon Ki Gehraayi K Naam.
=
Ab K Apni Yadon K Sab Shikasta Aaaeine.
=
Kuch Zamane K Liye Kuch Apni Tanhai K Naam...!
=
Poet By
Mohsin Naqvi.
=
Book Name
Azaab E Deed.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga