Kasam Hai Tum Ko Meri Sanam

New Eid Ghazal.
.
Poet:-
Yasir Aaas
.
Type By
*-.SA-Ki-JAN.-*
.
Kasam Hai Tum Ko Meri Sanam
Is Eid Pay Loat Kar Aa Jana..*
-
-
Boht Tarapta Hai Tum Bin Mera Dil
Rukh Apna Morr Kar Aa Jana..*
-
-
Mutt Pocho Tum Bin Jeevan Ki
Ye Shamain Kaise Dhalti Hai..*
-
-
Is Be'rang Mosam Ki Tanha
Raatain Kaise Kat'ti Hai..*
-
-
Mere Liye Tum Apna Har Ik
Sapna Torr Kr Aa Jana..*
-
-
Kasam Hai Tum Ko Meri Sanam
Is Eid Pay Loat Kr Aa Jana..*
-
-
Maloom Hai Zamane K Log Tumhain
Har Morr Par Boht Satayain Gay..*
-
-
Kanty Bichayain Gay Rahon Main
Lafzon K Teer Chalayain Gay..*
-
-
Is Aalam Main Chadar Tum Meri Chahat Ki Oorh Kr Aa Jana..*
-
-
Kasam Hai Tum Ko Meri Sanam

Is Eid Pay Loat Kr Aa Jana.....'*SA*'

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki