Us Akhri Sans Main Bhi Tumhain Mehsoos Karti Rahun G

Poetess
Rabia Basri
.
Type By
*-.SA-Ki-JAN.-*
.
Jab Mere Tun Main Aakhri Saans Bhi Na Rahe Gi.*
-
-
Mere Hont Chup Ho Jayain Gay.*
-
-
Meri Sama'atain Khatam Ho Jayain Gi.*
-
-
Meri Benai Kho Jaye Gi.*
-
-
To Yaad Rakhna.*
-
-
Us Akhri Sans Main Bhi Tumhain Mehsoos Karti Rahun Gi.*
-
-
Mere Lab Us Samay Bhi Tumhain Pukarain Gay.*
-
-
Main Us Lamhay Bhi Tumhain Sun'na Chahon Gi.*
-
-
Or Meri Ankhon Main.*
-
-
Akhri Aks Bhi Tumhara Hi Ubhray Ga....'*SA*'
-
-
Book

Ankhain Bhigona Nahi.

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki