Posts

>>Sazaaien<< Jab k Mujhe Pata He k Main Be Qasoor Tha Phir Q Khushi Se Apni Saza Kaat Raha Hoon, Waise To Jang Mein Mujh Sa Bahadur Koi Nhe Tha Q Munh Chupa K Zakham Apne Chaat Raha Hoon, Har azzu Mere Jism Ka Zakhmon Se Choor He Q Bati Bujha Ke Hont Apne Kaat Raha Hoon, Us Shama Ko Asaani Se Parwaanay Mil Gaye Wo Samjhi K Main Bhi Muhabat Baant Raha Hoon, Kehti Thi Us Ne Majboor Ho K Gaoun Ko Chora He Main Bhi Usi Ke Shehar Mein Ik Raat Raha Hoon, Us Pur Shabaab Devi Ka Har Shakhs Pujaari Hai Main Khaak Nasheen But Kade Ka Taatt Raha Hoon, Marta Kisi Wafa Pe To Koi Ghum Nhe Tha Mujh Ko Ik Bewafa Ke Liye Chara Chaant Raha Hoon, Sab ka Gila He Shok' Tum Nashanaas Ho, Main Kaisey Bataoun Pichli Sazaaien Kaat Raha Hoon.........+ Poet Sir Shok. TypeD__ByE. JaaN-E-MaN For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001 '""""""GuRiIia""""""'

Poetess Parveen shakir Main uski zaat pe aisay yaqeen rakhti hun, K jese paaun k neechay zameen rakhti hun, Haqiqton ki to khubsurti hai apni jaga, Magar main khwab bohat dilnasheen rakhti hun, Ye naaz hai k koi nadaan mera dushman nahi, Ye fakhar hai k main dost bohat azeem rakhti hun..............+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Manzilen bhi us ki the Rasty bhi us k thy Sath sath chalny ka fesla bhi us ka tha Phir rasta badalny ki soch bhi us ki thi Aaj jab akela hon To dil sawal karta hy k Log to usi k thy keya KHUDA Bhi us ka tha.....................+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Wo Sab Tohfay Mohabat K Wo Bheegi Dairy Meri Wo Sari Shairi Meri Sabhi Wo Phool Or Pattiyan Wo Meethi Pyar Ki Baaten Kaho Laota Sako Gy Tm? Mery Wo Keemti Lamhy Jo TujKo Sochty Guzray Wo Pal Jo Ik Qayamat Thy Jo Rasta Dekhty Guzray Hr Ik Shay Bhool Kr Wo Din Jo Tujko Poojtay Guzray Kaho Laota Sako Gy Tm? Haya Ki Chaandni Dy Di Jiya Ki Raagni Dy Di Labon Ki Chaashni Dy Di Hina Ki Roshni Dy Di Tujhy To Zindagi Dy Di Hr Ik Apni Khushi Dy Di To Phr Wo Zindagi Meri Han Bolo Hr Khushi Meri Kaho Laota Sako Gy Tm? Agr Mumkin Ho Aisa To Ta'aluq Tor Dena Tm Bhaly Phr Chhor Dena Tm. For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Poetess Hameeda Ameer Aa Kar Qareeb Dil K Jata Hai Door Wo, Us Ko Khabar Nahi Ye Meri Taqdeer Ban Gia, Khela Tha Khel Pyar Ka Us Ne To Bas Youn Hi, Jo Aaj Zindagi Meri Wo Rooh Ban Gia, Har Pal Mein Mere Wo Ab Jeeta Hai Is Tarha, Arman Mere Dil Ka Meri Jan Ban Gia, Too Khush Rahe Jahan Bhi Rahe Dil Dua Ye De, Mujh Ko Nahi Gila Jo Too Anjan Ban Gia..............+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send To 8001

Kal teray shehr ka ik shakhs mila jo mujh se, Baton baton mein tera zikr b zalim ne kia, Naam kia aaya tera us k labon pr jaana! Jis trah Rooh kisi Jism se khinch kr aa'ey, Yun laga maut k sa'ey meray sar par aa'ey, Phir teray piyar ki Paazaib achanak chhanki, Phir mera wehm dilason ki hadon se nikla, Phir meri aankh mein saawan k ktoray chhalkay, Phir meri Jaa'n pe Qayamat ki ghari aa thehri, Phir meray dil ne ajab maangi dua MAALIK se.., Aaj k baad, tera zikr kray na koi.., AAJ K BAAD TERA KOI SHANASA NA MILAY... For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Aankh Parinda Neend Pr00n par,Jeewan D0r Urawe,, Tere Ga0n Men Saanp He S0ya j0gi Been Bjaawe,, tuu Aawe Na aawe Sajjan J0ggi Been Bjjawe,, D0or Sullgti lakri sandal ,khushb0o chain churawe,, k00nwe Pas Khri Ik Naari PiyaN PaanI Paawe,, Bhar Bhar R0zz Kat0rra Peeta Ik Faqeer Bì Aawe,, Tuu Aawe Na aawe Sajjan J0gi Been Bjawe.. Dil Ki Kutiya Jag Rhi he Ise K0n Sulawe, Dars Faqeer To Jjag Rha Duniya Aawe jawe,, Tu Aawe Na Aawe Sajjan J0gi Been bajawe.. Tu awe na awe Sajan..............+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001