Posts

Sar E Mahsher Butoon Ki Ye Shararat Khud Numa Ho Kar

Image
Sar E Mahsher . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Sar E Mahsher Butoon Ki Ye Shararat Khud Numa Ho Kar, Chale Sachay Khuda K Samne Jhotay Khuda Ho Kar . Ghazab Hai Aik Zara C Baat Par Hum Say Khafa Ho Kar Nigahain Phair Kar Tum Ja Rahe Ho Dilruba Ho Kar . Nasheeli Ankh Par Us Nay Ye Zulfon Ka Bakhaira Hai K Maikhane Pay Badal Chaa Gaye Kaali Ghaata Ho Kar . Chale Aaye Jo Kal Bada Kasho Main Ewaz Farmanay, Janab Shaikh Maikhane Say Nikle Parsaa Ho Kar . Khata Walo Pay Ilzam E Khata Tak Bhi Nahi Or Hum Sazaon Par Sazain Pa Rahe Hai Bay Khata Ho Kar . Gul E Rukhsar E Rangeen Ki Hai Khushbo Aaj, Gulshan Main Zaror Unki Gali Say Aai Hai Baad E Saba Ho Kar . Kahin Phr Raste Main Lutt Na Jaye Karwaan Apna Ilaahi Phr Hamain Rahzun Mile Hai Rahnuma Ho Kar . Sar E Mehfil Na Pocha Jab Haal Us Nay To Aay "Purnum" Mere Ankhon Main Anso Aye Meri Iltija Ho Kar,,,-*,,SA,,* . Poet Purnum Allabad

Wo Bujhe Ghairon Ka Chirag Tha Ye Kabhi Kisi Ko Khaber Na Ho

Image
Mere Qatl Main Mera Haath . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Wo Bujhe Ghairon Ka Chirag Tha Ye Kabhi Kisi Ko Khaber Na Ho,,,-* . Usay Lay Gai Hai Kahan Hawa Ye Kabhi Kisi Ko Khaber Na Thi,,,-* . Kaai Log Jaan Say Jayen Gay Mere Qatil Ki Tlash Main,,,-* . Mere Qatl Main Mera Hath Tha Ye Kabhi Kisi Ko Khaber Na Ho,,,-* . Wo Tamaam Dunya K Waste Jo Muhabto Ki Misaal Tha,,,-* . Wohi Apne Ghr May ha Bewafa Ye Kabhi Kisi Ko Khaber Na Ho,,,-* . Kahin Masjido Main Shahadain Kahin Mandiro Main Adalatain,,,-* . Yahan Kon Karta Hai Faisla Ye Kabhi Kisi Ko Khaber Na Ho,,,-* . Mere Paas Jitni Hai Roshni Ye Hi Chiragh Ki Zindagi,,,-* . Main Kahan Jala Main Kahan Bujha Kabhi Kisi Ko Khaber Na Ho,,,-*,,SA,,* . Poet Bashir Badr

Hamaisha Dair Kar Daita Hun

Hamaisha Dair Kar Daita Hun . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Hamaisha Dair Kar Daita Hun Main Har Kaam Karne Main,,,-* . Zarori Bat Kehni Ho Koi Wada Nibhana Ho Usy Aawaz Daini Ho Usy Waps Bulana Ho,,,-* . Hamaisha Dair Kar Daita Hun Main,,,-* . Madad Karni Ho Uski Yar Ki Dharus Bundhana Ho Boht Dayreena Rasto Par Kisi Say Milne Jaana Ho,,,-* . Hamaisha Dair Kar Daita Hun Main,,,-* . Badalte Mosmo Ki Sair Main Dil Ko Lagana Ho Kisi Ko Yaad Rakhna Ho Kisi Ko Bhool Jana Ho,,,-* . Hamaisha Dair Kar Daita Hun Main,,,-* . Kisi Ko Moat Say Pahle Kisi Ghum Say Bachana Ho Haqeeqat Or Thi Kuch To Jaa K Batana Ho,,,-* . Hamaisha Dair Kar Daita Hun Main,,,-*,,SA,,*

Dard Say Humkinar Kar K Mujhe

Image
Dard Say Humkinar . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Dard Say Humkinar Kar K Mujhe Wo Gaye Bay Qarar Kar K Mujhe,,,-* . Chal Gaya Yar Ki Wafa Ka Pata Yar Par Aitbaar Kar K Mujhe,,,-* . Tum Hi Batao Nafrato K Siwa Kya Mila Tum Say Pyar Kar K Mujhe,,,-* . Dushmano Sa Kia Saalok Us Nay Dosto Main Shumar Kar K Mujhe,,,-* . Monh Qayamat Ka Daikhna Hi Para, Apka Intezar Kar K Mujhe,,,-* . Tu Nay Har Ghum Say Kar Dia Azad Qaid Gaisu E Yar Kar K Mujhe,,,-* . Daikhta Rah Gaya Usay Jis Dum Us Nay Daikha Singhar Kar K Mujhe,,,-* . Khob Teer E Nazr Say Apnaya Tu Nay To Apna Shikaar Kar K Mujhe,,,-* . Darr Hai Gulchon Ka Aay Chaman Walo Ahtamaam E Bahar kar K Mujhe,,,-* . Chal Diay Apne Ghar Wo Aay "Purnum" Day K Ghum, Ashkbar Kar K Mujhe,,,-*,,SA,,* . Poet Purnum Allabadi Book Phool Daikhay Na Gaye

Aisa Tufaan Hai K Sahil Ka Nazara Bhi Nahi

Image
Aisa Tufaan Hai . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Aisa Tufaan Hai K Sahil Ka Nazara Bhi Nahi Dobnay Wale Ko Tinkay Ka Sahara Bhi Nahi,,,-* . Ki Daga Dushman Nay Akhir Main Ye Na Kahta Tha Tumhain Dost Jo Mera Nahi Hai Wo Tumhara Bhi Nahi,,,-* . Dobtay Daikha Jo Tofaan Main Nigahain Phair Leen Dosto Nay Mujhko Sahil Say Pukara Bhi Nahi,,,-* . Aay Nigah E Shoq E Nazara Ye Nazara Hai Kya Ashkara Bhi Hai Jalwa Ashkara Bhi Nahi,,,-* . Aas Rakhta Hai Karam Ki Ho K Mahroom E Karam Bay Sahara Bhi Hai "Purnum" Bay Sahara Bhi Nahi,,,-*,,SA,,* . Poet Purntm Allabadi Book Phool Daikhay Na Gaye

Teri Khatir Ajal Ka Gham Bhi Nhi

Image
Teri Khatir Ajal Ka Gham . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Teri Khatir Ajal Ka Gham Bhi Nhi Moat Ab Zindagi Sy Kam Bhi Nhi . Jitni Mushkil Hai Rah Guzr Tri Itni Mushkil Rah E Adam Bhi Nhi . Justujo K Hisab Sy Ya Rab Hid'da Makan To Ik Qadam Bhi Nhi . Hai Tri Zaat Hi Wajod Apna Warna Apna Wajod Hum Bhi Nahi . Mra Dil Arsh Ban Gaya Jab Sy Mera Hum-Martaba Harum Bhi Nahi . Jaisa Aik Jam Hai Dil E Momin Jam Aisa To Jam E Jum Bhi Nahi . Q Na Dil Sy Yaqeen Karon Uska Wada E Yr By Kuom Bhi Nhi . Hr Sitam May Karam Hai Poshida Yani Tra Sitam Sitam Bhi Nhi . Iltija Baa'is E Karam Bhi Hai Iltija Baa'is E Karam Bhi Nhi . Jitne Samjhy Hoay Hai Wo Khud Ko Shaikh G Itne Mohtrum Bhi Nhi . Ik Muflis Ka Ghr Hai Mera Ghr Tre Ghr Ki Tarha Ir'rum Bhi Nhi . Hai Khuda Ishq Ki Nigahon May Husn Ka Fawara Sanum Bhi Nhi . Jab Sy Dil May Wo Bas Gaye "Purnum" Dil Paraishan Ankh Num Bhi Nahi_.

Kuch Log Boht Yad Atay Hai

Image
Kuch Log Boht . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Jab Hijar Ki Aag Jalate Hai Kuch Log Boht Yad Atay Hai Ankhon Main Raakh Sajate Hai Kuch Log Boht Yad Atay Hai,,,-* . Mosam K Rang Badalte Hai Lahra Kar Jhonkay Atay Hai Shakhon Say Boor Uraatay Hai Kuch Log Boht Yad Atay Hai,,,-* . Yaado Ki Garm Haawaon Say Ankhon Ki Kalya Jalti Hai Jab Ansoo Dard Bata'tay Hai Kuch Log Boht Yad Atay Hai,,,-* . Bedard Hawain Sah Sah Kar Soraj K Dhaltay Saa'yon May Jab Panchi Loat K Atay Hai Kuch Log Boht Yad Atay Hai,,,-* . Jab Log Jahaan K Qisso Main Dam Bhar Ka Moqa Milte Hi Lafzo K Teer Chalte Hai Kuch Log Boht Yad Atay Hai,,,-* . Ye Ishq Muhabt Kuch Bhi Nahi Fursat Ki Karistani Hai Jab Log Mujhe Samjhate Hai Kuch Log Boht Yad Atay Hai,,,-*,,SA,,* . Jab Kaale Badal Ghar Aayain Or Barish Zor Ki Hoti Hai Darwaze Shor Machate Hai Kuch Log Boht Yad Atay Hai,,,-* . Jab Angan Main Khamoshi Apne Hontho Pay Ungli R