Posts

Kya Yahi Pyar Hota Hai.

Kya Yahi Pyar Hota Hai. ",, ",, Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* ",, ",, Kya Yahi Pyar Hota Hai....> ",, ",, Shuro Aankhon Say Hota Hai....> ",, ",, Phir Dil Tak Ja Pohnchta Hai, Or Phir Ek Lamhe Main Aankhon Main Intazar Hota Hai....> ",, ",, Kya Yahi Pyar Hota Hai....> ",, ",, Phir Baat Milan Tak Pohanchti Hai Kuch Dil Ki Baatain Hoti Hai 2no Ki Qasmain Hoti Hai DiL O Jaan Nisaar Hota Hai....> ",, ",, Kya Yahi Pyar Hota Hai....> ",, ",, Phir Ek Bewafai Karta Hai Ek Beqarar Hota Hai Us Ki Bheegi Aankhon Main Hamesha Yahi Sawal Hota Hai....> ",, ",, Kya Yahi Pyar Hota Hai....'*'SA'*' ",, ",, .-._.-, '-._.JAN E JIGER.......-*

Chor Fikr Dunya Ki Chal Madinay Chaltay Hai

Naat:- Chor Fikr Dunya Ki ",, ",, Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* ",, ",, Chor Fikr Dunya Ki Chal Madinay Chaltay Hai....> ",, ",, Mustafa (S.A.W.W) , Ghulamon Ki Qismatain Badaltay Hai....> ",, ",, Naqsh Kar Lay Seenay Par Naam Sarwar E Deen Ka (S.A.W.W)....> ",, ",, Ye Wo Naam Hai Jis Say Sab Azaab Taltay Hai....> ",, ",, Sirf Sari Dunya Main Wo Hai Kocha E Ahmad (S.A.W.W)....> ",, ",, Jis Jaga Bhi Hum Jaise Khotay Sik'kay Chaltay Hai....> ",, ",, Hum Ko Roz Milta Hai Sadqa Kamli Walay Ka....> ",, ",, Mustafa (S.A.W.W) K Tukron Par Khush Naseeb Paltay Hai....> ",, ",, Rahmaton K Saaye Main Saath Saath Chaltay Hai....> ",, ",, Mustafa (S.A.W.W) K Deewanay Ghar Say Jab Nikaltay Hai....> ",, ",, Naat E Mustafa (S.A.W.W) Sun Kar Aag Sard Hoti Hai....> ",, ",,
Naat:- Dar E Nabi Par ",, ",, Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* ",, ",, Dar E Nabi Par Para Rahun Ga Parre Hi Rehne Say Kaam Hoga....> ",, ",, Kabhi To Qismat Khulay Gi Meri Kabhi To Mera Salaam Hoga....> ",, ",, Khilaf E Mashooq Kuch Howa Hai Na Koi Aashiq Say Kaam Hoga....> ",, ",, Khuda Bhi Hoga Udhar Bhi Aaye Dil Jidhar Wo Aali Maqaam Hoga....> ",, ",, Kiye Hi Jaaon Ga Arz Matlab Milega Jab Tak Na Dil Ka Matlab....> ",, ",, Na Shaam E Matlab Ki Subha Hogi Na Ye Fasana Tamaam Hoga....> ",, ",, Jo Dil Say Hai Maa'il Payambar Ye Is Ki Pehchan Hai Muqarrar....> ",, ",, K Har Dam Is Be Nawa K Lab Par Durood Hoga Salaam Hoga....> ",, ",, Isi Tawaqqo Pay Je Raha Hun Yahi Tamanna Jeeya Rahi Hai....> ",, ",, Nigah E Lutf O Karam Na Hogi To Mujh

Dhaiym Para Huwa Tere Dhaar Par Nahin Hon Mein.

Dhaiym Par TaYpEd By  TLASH25 Dhaiym Para Huwa Tere Dhaar Par Nahin Hon Mein. = Khak Aisi Zindagi Par Ke Pathar Nahin Hon Mein. = Kiyon Gardish E Madaam Se Ghabra Na Jaye Dil. = Insaan Hon Biyala O Sagar Nahin Hon Mein. = Ya Rab Zamana Mujh Ko Mitata Hai Kis Liye. = Looh E Jahan Par Haraf E Muqarar Nahin Hon Mein. = Har Chahre Saza Mein Aqobat Ke Waste. = Aakhir Gunahgar Hon Kafir Nahin Hon Mein...! = Poet By Mirza Ghalib. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Kabhi Kitabon Mein Phool Rakhna.

Kabhi Kitabon TaYpEd By  TLASH25 Kabhi Kitabon Mein Phool Rakhna. = Kabhi Darakhiton Pe Nam Likhna. = Humein Bhi Yad Hai Aj Tak Wo Nazar Se Harf E Salam Likhna. = Wo Chand Chahre Wo Bahki Batein. = Sulagte Din The Sulagti Ratein. = Wo Chote Chote Se Kaghizo Par Muhbaton K Piyam Likhna. = Gulaab Chahron Se Dil Lagana. = Wo Chupke Chupke Nazar Milana. = Wo Arzu'on K Khuwab Bun'na. = Wo Qisa E Na Tamam Likhna. = Mere Nagar Ki Haseen Fizaaon Kahin Jo Un Ka Nishan Pao. = To Pochna K Kahan Base Wo. = Kahan Hai Un Ka Qiyaam Likhna. = Gayi Rutoon Mein Rubab Apna. = Bus Ek Yahi To Mashghala Tha. = Kisi Ke Chahre Ko Subah Likhna. = Kisi K Chahre Ko Sham Likhna...! = Poet By Mirza Ghalib. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Sari Dunya K Riwajon Se Bagawat Ki Thi.

Sari Dunya K TaYpEd By  TLASH25 Sari Dunya K Riwajon Se Bagawat Ki Thi. = Tum Ko Yad Hai Jab Mein Ne Ek Himaqat Ki Thi. = Usey Razdaan Samajh Kar Bataya Tha Haal E Dil Apna. = Par Us Shakhs Ne Meri Zat Se Bagawat Ki Thi. = Jab Kisi Ki Yadon Ne Ankhon Ko Bhigoya Tha Meri. = Mein Ne Ek Nam Ki Tasbeeh Par Tilawat Ki Thi. = Us ko Chor Kar Hanste Huwe Ghar Aa Kar. = Itna Roye They K Ankhon Ne Shikayat Ki Thi. = Mere Ujarrne Ka Sabab Jab Bhi Kisi Ne Pocha. = Mein Ne Bataya K Muhbat Ki Thi...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Zameen Pe Chal Na Saka Asman Se Bhi Gaya

Zameen Pe Chal TaYpEd By  TLASH25 Zameen Pe Chal Na Saka Asman Se Bhi Gaya Katta Ke Parr Ko Parinda Uarran Se Bhi Gaya. = Tabah Kar Gayi Pake Makaan Ki Khuwahish Mein Apne Gaon Ke Kache Makaan Se Bhi Gaya. = Paraayi Aag Mein Kood Kar Kia Mila Tujh Ko. . Usay Bacha Na Saka Apni Jan Se Bhi Gaya. = Bhulana Chaaha To Bhulane Ki Inteha Kar Di Wo Shakhs Ab Mere Wehim O Gumaan Se Bhi Gaya. = Kisi Ke Hath Ka Nikla Huwa Wo Teer Hon Mein. = Hadaf Ko Chhu Na Saka Aur Kamaan Se Bhi Gaya...! = Poet By Mirza Ghalib. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001