Posts

Suno..., Aaye chand si larki . Abhi tum titliyan pakro ya phr guryion say khelo tum . Ya phr masoom c ankhon sy dheroo khwab daikho tum . Faraz.o.faiz.o.MOHSIN ki kitabain mat abhi parhana . Ya sab lafzo kay shair hai . Tumhain uljha kay rakh dain gay . Tumhain malom he kab hai . Mohabt k libary may hawas ho hirs hoti hai . Ya insano ki dunya hai . Magar in say kaheen barh kar yahan wahshi darinde hai . Wo wahshi jin ki ankhon may machalte pyar k pichay . Hawas or hirs hoti hai . Abhi kachi kali ho tum abhi kanto say mat khailo . Abhi apni hathaili par kisi ka naam mat likho . Abhi apni kitabon may gulabi phol mat rakho . Abhi tum titliyan pakro abhi guriyon say khailo tum.....! . Typed by *__SA-k-Jan__*

Boht roya wo humko yad karke . Hamari zindagi barbad karke . Palat kar phr yahin ajayenge hum . Wo dekhe to hamain azad karke . Rihai ki koi sorat nahi hai magar han minnat saiyaad karke . Badan maira chuaa tha usne lekin . Gaya hai rooh ho aabad karke . Har aamar tool daina chahta hai . Muqarrar zulm ki meeaad karke....! . Typed by *__SA-k-Jan__*

Bholi hoi sada hun mujhay yaad kijiay . Tum se kahin mila hon mujhay yaad kijiay . Meri nigaah.e.shoq se har gul hai taza . May ishq ka khuda hon mujhay yaad kijiay . Nagmon ki intaha hum mujhay yaad kijiay . Sagar kise ke husn.e.tagaful shar ki . Bahki hui ada hun mujhay yaad kijiay.....! . Typed by *__SA-k-Jan__*

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Raqs karte howay lamho say boht khailta tha . Bay khudi may zamano say boht khailta tha . Bachnay wale yah batate hai kah sailab say qabl, . Ya jo darya hai kinaro say bohat khailta tha . May khilono say kabhi nahi khaila aye dost . Khawab hote thay may khawabo say khailta tha . Ab to bay rang udasi hai mairi ankhon may . Maa batati hai may rango say bohat khailta tha . Us kay halqay may bhi chnd ak shikari thay "Saleem" . Or kuch may bhi parindo say khailta tha.....! . Poet sAlEeM sAgAr . Typed by *__SA-k-Jan__*

Tum aisa karna kah koi jugno koi sitara sambhal rakhna . Mere andheron ki fikar choro bas apne ghar ka khayal rakhna . Ujar mosam may rait dharti pe fasal boi thi chandni ki . Ab is may ugnay lage andhere to kaisa jee malaal rakhna . Diyaar.e.ulfat may ajnabi ko safar hai darpesh zulmaton ka . Kahin wo raahon may kho na jaye zara darechay ujaal rakhna . Wo rasm.o.raah hi nahin rahe jab to naamay kis kaan ke tumhare . Udhar se guzraa kabhi to loon ga mere khataon ko nikal rakhna . Bicharne wale ne waqt.e.rukhsat kuch is nazar se palat ke daikha . Kah jaise wo bhi yah keh raha ho tum apne ghr ka khayal rakhna . Yah dhop chaon ka khel hai ya khizaan ya khizaan bahron ki ghaat may hai . Neseeb.e.subah urooj ho to nazar may sham.e.zawal rakhna . Kisay khabar thi kah kab ye mosam uraa ke rakh dega khaak "AAZAR" . Tum ehtiyatan zameen ke sar pay falak ki chadar bhi daal rakhna. . Typed by *__SA-k-Jan__*

Wo rah badalne may hawaon ki tarha tha . Wo shakhs kari dhop may chaaon ki tarha tha . Ak wo kah tarha dar baharon say ziyada . Ak may kah ziyakaar khizaon ki tarha tha . Ik wisal ki jannat may guzra hoa lamha . Ik hijar kah dozakh ki sazaon ki tarha tha . Us shakhs ki manzil kahain kaaf say agay . May rah may parte kisi gaon ki tarha tha......! . Poet Saleem Sagar . Typed by *__SA-k-Jan__*