Posts

Meri Rooh Nikalne Wali Hogi . *"*"*"*"*"*"*"*"*"*"* .............Typed By............... ..........*__S-Ak-Jan__*........ *"*"*"*"*"*"*"*"*"*"* . Meri Rooh Nikalne Wali Hogi . Meri Sans Bikharne Wali Hogi . Phir Daman Zindagi Ka Chotay Ga . Dhaga Sans Ka Bhi Totay Ga . Phir Wapis Hum Na Aien Gay . Phir Hum Say Koi Na Roothay Ga . Phir Ankhon Main Noor Na Hoga . Phir Dil Gham Say Choor Na Hoga . Us Pal Tum Hum Ko Thamo Gay . Hum Say Dost Apna Mango Gay . Phir Hum Na Kuch Bhi Bolien Gay . Ankhen Bhi Na Kholien Gay . Us Pal Tum Ro Do Gay . Bas Phr Tum Hum Ko Kho Do Gay........! . End . Follow *__S-Ak-Jan__* Send To 8001

Gulon Mein Rang Bari Baad-e-Naobar Chale.

Image
Typed By *__Sarfraz Ahmad__*. Gulon Mein Rang Bari Baad-e-Naobar Chale. . Chale Bhi Aao Gullshan Ka Kaar-o-Baar Chale. Qafas Udas Hai Yaaro Saba Say Kuch Kaho. Kahin To Bahar E Khuda Aj Zikr E Yar Chale .Kabhi To Subha Tere Konjy Lab Say Ho Aghaz. Kabhi To Shab Sare Kukul Say Mushk E Bahar Chale. Bara Hai Dard Ka Rishta Ye Dil Gareeb Sahi. Tumhare Naam Pay Ayenge Ghum Gusaar Chale Hum Pay Jo Guzri So Guzri Magar Shab E Hijraan. Hamare Ashk Tumhari Auqbat Sanwar Chale. Hazor Yaar Hoi Daftar E Juno Ki Talab. Giraah Main Lay K Gariban Ka Taar Taar Chale. Muqaam "Faiz" Raah Main Koi Bacha Hi Nahi .Jo Koo E Yaar Say Nikla To Soo E Dar Chale......*.S+A.* .End. Poet Faiz Ahmad Faiz.

Saqi Sharab Main Aks-e-Yaar

Image
Saqi Sharab Main Aks-e-Yaar Dikha, Nahi To Alwida . Na Ho Sake To Maikhane Ko Aag Laga ,Nahi To Alwida. Adhore Sapne Adhori Yadain Chor Gaya Mere Paas Wo. Bhula Dun Ye Sab Sharab Main Kuch Aisa Mila,  Nahi To Alwida.Saqi ".Jan G." Nay To Chor Dia Mujhe Kab Ka .Ab Sirf Jaam Main Gham E Yaar Mila, Nahi To Alwida. Jawab Nahi Yaar K Naino Ka Nasha Hai To Bus Us Main Hai. Bhol Jaaon Wo Khumaar Aisi Sharab Pila, Nahi To Alwida. Peene Ko To Pee Longa Peene Say Inkar Nahi. Day Kasam K Peene Say Usay Bhol Jaaonga, Nahi To Alwida. Saqi Hum To Apno Ki Mahfil Say Nikale Gaye Hai  .Shaam E Tanhaai Main Koi Shaam Saja, Nahi To Alwida .Shab E Firaag Main Yun Tanha Phirte Phirte Thak Gaya Hun Main. Aalm E Tanhai Main Ye Gham E Hijar Bhola, Nahi To Alwida....S+A *.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*. Poet Sarfraz Ahmad. Typed By*__S-Ak-Jan__* .Follow Sarfraz.Ahmad.* Send To 8001

Adhoray Sapno Ki Takmeel Hai Tu . Mere Khawbo Ki Tabeer Hai Tu . Ankhain Band Karo To Tera Chahra Nazar Aye . Tujhe Apni Rooh Samjho Ya Meri Jan Hai Tu . Daikho Har Soo To Tu Hi Tu Nazar Aye . Lagta Hai Meri Ankhon Main Samaya Hai To . Tere Liay Saare Jahan Ko Bhola Sakta Hun . Mere Dil Ka Arman, Meri Tamanna Hai Tu . Jaise Khuda Hai Baday K Shaa'rag K Qareeb . Waise Mere Jism O Jan Main Basa Hai Tu . Shukar Hai Khuda Ka K Najoomi Nay Khushkhabri Sunai . Daikh K Hath Ko Kahta Hai Meri Qismat Main Hai Tu..........*S+A *.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*. Poet Sarfraz Ahmad *.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*. Typed By *__S-Ak-Jan__* *.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*. Follow *__S-Ak-Jan__* Send To 8001

Zinda Thay To Kisi Ne Na Pocha Halat E Zindagi K Bare Main .-"*"-. Ab Mar Gaye Hai To Matti Main Dafnane Aa Gaye .-"*"-. Chor K Duniya Ko Sakon Ki Neend Sonay Ja Rahe Thay Ham .-"*"-. Wo Na Jane Kiya Soch Kar Ham Ko Jagane Aa Gaye .-"*"-. Zinda Thay To Ujale Main Tha Ya Andhaire Main Koi Farq Na Parta Tha Usay .-"*"-. Pata Nahi Kya Soji Usay K Qabar Pe Diya Jalane Aa Gaye .-"*"-. Socha Tha Jab Aaain Gay Qabr Par To Jee Bhar Deedar Karo Ga .-"*"-. Sitam Ki Intiha Daikhiay K Aj Bhi Wo Neqaab Main Aa Gaye .-"*"-. Zinda Thay Aik Nazar Na Dekha Piyar Se .-"*"-. Ab Mar Gaye Hai To Qabar Pe Aanso Bahane Aa Gaye .-"*"-. Jis Ki Khatir Aj Khak E Zameen Hoay Un Ki Sitamgari Daikhiay .-"*"-. K Meri Qabar Ki Takhti Par *__S-Ak-Jan__* Likhawa K Aa Gaye...........*._S+A._* .-"*"-. End .-"*"-..-"*"-..-"*"-..-"*"-. Poet Sarfraz Ahmad .-"*"-. Typed By *__S-Ak-Jan__* .-"*"-. Follow *__S-Ak-Jan__* Send To 8001

Ajeeb Manzar Tha Jab Mayyat Uthi Meri . Aik Sannata Sa Chaa Gaya Jab Mayyat Uthi Meri . Qasid To Jiger Tha Apna Or Maikhane K Mashhor Mai'kash Thay Hum . To Qasid Bhi Tha Or Saqi Bhi Tha Jab Mayyat Uthi Meri . Qasid Nay Bhi Kamal Kya Dee Aya Khabr "Jan*G" Ko . Phr Kya Tha Nange Paaon Dorta Hoa Aya Jab Mayyat Uthi Meri . Shikway Kiay Boht Or Kaha K Mujhay To Tum Say Mohabt Hai . Roo Roo K ".Jan*G.* Nay Maanaya Mujhe Jab Mayyat Uthi Meri . Kaha K Tere Bagair To Jee Nahi Sakti Kon Hai Tere Siwa Mera Is Dunya May . Wo Wo Alfaz Sunay Jo Pahle Kabhi Na Sunay Thay Jab Mayyat Uthi Meri . Kaha K Tujh Ko Sataya Karti Thi Sirf Apna Dil Bahalanay K Liay . Hath Jor Kar Mafi Mangi Mujh Say Jab Mayyat Uthi Meri . Saqi Nay Kaha Ye To Piaa Karta Tha Tera Ghum Bhulane K Liay . Phr Kya Tha Mere Hi Paimane Say Piya Jam *..Jan*G..* Nay Jab Mayyat Uthi Meri....*.S+A.* *.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.* Poet Sarfraz Ahmad . Follow *__S-Ak-Jan__* Send To 8001

Soay Asmaan Ronay Laga Par Usay Khabr Tak Na Hoi . Ushi K Samnay Maira Ghar Ujra Par Usay Khabr Tak Na Hoi . Wo To Magan Thi Apne Baal Sanwarne Main . Kaise Maira Kafan Khareeda Gaya Usay Khabar Tak Na Hoi . Usay Fursat Na Mili Apni Ankhon Main Kajal Lagane Say . Kaise Mujh Pay Phol Charhaye Gay Usay Khabr Tak Na Hoi . Wo Apne Hothon Pay Surkhi Hi Lagati Rahi . Kaise Uthi Meri Mayyat Usay Khabr Tak Na Hoi . Aashiq Ka Janaza Tha Zara Dhom Say To Nikalna Tha . Us Din Dhop Main Barish Bhi Hoi Par Usay Khabr Tak Na Hoi . Wo To Masroof Thi Apne Hathon Pay Mahndhi Lagane Main . Kaise Mujh Ko Dafna Gaya Usay Khabr Tak Na Hoi . End . Poet Sarfraz Ahmad . Follow *__S-Ak-Jan__* Send To 8001