Posts

Showing posts with the label Poet Faiz Ahmad Faiz

Jamay Gi Kaise Bisaat E Yaara K Sheesha O Jaam Bujh Gaye Ha

Image
Jamay Gi Kaise Bisaat E Yaara K Sheesha O Jaam Bujh Gaye Hai Sajaygi Kaise Shab E Nagaraan K Dil Sar E Shaam Bujh Gaye Hai,,,-* . Wo Teergi Hai Rah Baa'ta Main Charag E Rukh Hai Na Shamma E Wada Kiran Koi Arzo Ki Laao K Sab Dar 0 Baam Bujh Gaye Hai,,,-* . Boht Sambhala Wafa Ka Paimaan Magar Wo Barsi Hai Ab K Barkha Har Aik Qarar Mit Gaya Hai Tamam Paigham Bujh Gaye Hai,,,-* . Qareeb Aa Aay Maa'y Shab E Ghum Nazar Pay Khilta Nahi Kuch Is Dum K Dil Pay Kis Kis Ka Naqsh Baqi Hai Kon Say Naam Bujh Gaye Hai,,,-* . Bahaar Aa K Kya Kare Gi K Jis Say Tha Jashn Rang O Nagma Wo Gul Sar E Shakh Jal Gaye Wo Dil Taa Daam Bujh Gaye Hai,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Poet Faiz Ahmad Faiz Book Nuskha E Haaye Wafa

Bay Dum Hoay Beemar Dawa Q Nahi Daite

Image
Bay Dum Hoay Beemar Dawa Q Nahi Daite Tum Ache Maseeha Ho Shifa Q Nahi Daite,,,-* . Dard Shab E Hijraan Ki Jaza Q Nahi Daite Khon Dil Wehshi Ka Sila Q Nahi Daite,,,-* . Mit Jaye Gi Makhloq To Insaaf Karo Gay Munsif Ho To Ab Hashar Utha Q Nahh Daite,,,-* . Haan Naa'ta Wardo Laao Lab O Dil Ki Gawahi Haan Nagma Garo Saaz Gawah Q Nahi Daite,,,-* . Paimaan Janon Hathon Ko Sharmaye Ga Kab Tak Dil Walo Garaiban Ka Pata Q Nahi Daite,,,-* . Barbadi E Dil Jabr Nahi "Faiz" Kisi Ka Wo Dushman E Jan Hai To Bhala Q Nahi Daite,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Poet Faiz Ahmad Faiz Book Nuskha E Haaye Wafa

Aye KucH Abar

Image
<TaYpEr> *._LEGEND_.*  _ POET>Faiz AHmad Faiz _ _ >_>_>Aaye KucH Abar KucH SHarab Aaye_* _Us K Bad Aaye Azaab Aaye_* _Bam_E_Mena Se MaHtab Utray_* _Dast_E_Saqi Mein Aftab Aaye_* _Har Rag_E_KHoon Mein PHir CHaragHan Ho_* _Samne PHir Wo Be Naqaab Aaye_* _Umar K Har Warq Pe Dil Ko Nazar_* _Teri MeHr_O_Wafa K Baab Aaye_* _Kar RaHa THa GHam_E_JaHan Ka Hisaab_* _Aaj Tum Yaad Be Hisaab Aaye_* _Na Gai Tere GHam Ki Sardari_* _Dil Mein Youn Roz inqalab Aaye_* _Jal UtHa Bazam_E_Ghair K Dar_O_Baam_* _Jab BHi Hum Khanmaan KHarab Aaye_* _Is TaraH Apni KHamusi Goonji_* _Goya Har Samat Se Jawab Aye_* _'FAIZ' Thi RaH Sar Basar Manzil_* _Hum JaHan PHuncHe Kamyab Aye_* <EnD> _Ik DiN BuLa Do Ge_ Follow *._LEGENG_.* SEND 8001

Gulon Mein Rang Bari Baad-e-Naobar Chale.

Image
Typed By *__Sarfraz Ahmad__*. Gulon Mein Rang Bari Baad-e-Naobar Chale. . Chale Bhi Aao Gullshan Ka Kaar-o-Baar Chale. Qafas Udas Hai Yaaro Saba Say Kuch Kaho. Kahin To Bahar E Khuda Aj Zikr E Yar Chale .Kabhi To Subha Tere Konjy Lab Say Ho Aghaz. Kabhi To Shab Sare Kukul Say Mushk E Bahar Chale. Bara Hai Dard Ka Rishta Ye Dil Gareeb Sahi. Tumhare Naam Pay Ayenge Ghum Gusaar Chale Hum Pay Jo Guzri So Guzri Magar Shab E Hijraan. Hamare Ashk Tumhari Auqbat Sanwar Chale. Hazor Yaar Hoi Daftar E Juno Ki Talab. Giraah Main Lay K Gariban Ka Taar Taar Chale. Muqaam "Faiz" Raah Main Koi Bacha Hi Nahi .Jo Koo E Yaar Say Nikla To Soo E Dar Chale......*.S+A.* .End. Poet Faiz Ahmad Faiz.

Poet_Faiz Ahmad Faiz TYpEd By *_TaNhA_* = = >Ishq Minnat Kash_E_Qaraar Nahi_ >Husn Ranjish K Inteha Maloom_ >Hasraton Ka Mere Shumaar Nahi_ >Apni Nazren Bikhre De Saqi_ >Me Be_Andaaza_E_Khumaar Nahi_ >Zer_E_Lab Hai Abi Tabassum_E_Dost_ >Muntashir Jalwa_E_Bahaar Nahi_ >Apni Takmeel Kar Raha Hun Main_ >Warna Tujh Se To mujh Ko Pyar Nahi_ >Charaat_E_Intezaar Kun Kare_ >Tere Nafrat Bi Ustawaar Nahi_ >'Faiz' Zinda Rehen Wo Hain To Sahi_ >Kya Hua Gar Wafa Shu'aar Nahi_ END*H

Poet_Faiz Ahmad Faiz TYpEd By *_TaNhA_* = = >Ham Parwarish_E_Loh_E_Qalam Kartay Rahian Ge_ >Jo Dil Pe Guzarti Hai'Raqam Kartay Rahian Ge_ >Asbaab_E_Gham_E_Ishq Behem Kartay Rahian Ge_ >Veerani_E_Dauraan Pe Qaram Kartay Rahian Ge_ >Haan Talkhi_E_Ayyam Abhee Aur Barhay Gi_ >Haan Ahl_E_Sitam Mashq_E_Sitam Kartay Rahian Ge_ >Manzoor Ye Talkhi Ye Sitam Ham Ko Gawaara_ >Dam Hai To Madawa_E_Alam Kartay Rahian Ge_ >Mey Khana Salamat Hai To Ham Surkhi Mey Se_ >Tazeen_E_Dar_O_Baam_E_Haram kartay Rehian Ge_ >Baqi Hai Lahu Dil Mein Tou Har Ashq Se Paida_ >Rung_E_Lab_O_Rukhsaar_E_Sanam Kartay Rahian Ge_ >Ik Taraz_E_Taqghaaful Hai So Wo Un Ko Mubark_ >Ik Arz_E_Tamana Hai So Hum Kartay Rahian Ge_ END*H

Po3t_Faiz Ahmad Faiz TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Ye Kis Khalish Ne Phir Is Dil Mein Aashiyanaa Kia_! _Phir Aaj Kis Ne Sukhan Ham Se Gayebanaa Kia_! _Gam_E_Jahan Ho Rukh_E_Yaar Ho K Dast_E_Uduu_! _Salook Jis Say Kia Ham Ne Aashiqanaa Kia_! _The Khaak_E_Raah Bi Ham Log Qahar_E_Tufaan bi_! _Sahaa To Kia Na Sahaa Aur Kia To Kia Na Kia_! _Khush Aa K Aaj Ik Muddaii K Lab Par Hai_! _Wo Raaz Jis Ne Hamen Raand_E_Zamana Kia_! _Wo Hilaagar Jo Wafajuu Bi Hai jafaa kuu bi_! _Kia Bi "Faiz" To Kis But Se Dostaana Kia_! END*H

TExtEd by *_TaNhA_* Poet: Faiz Ahmad FAIZ April 1975 Bahaar Aai to jesy YakBaar lout aay haiN phir Adam se... Wo Khuaab saary, Shabaab saary! Jo tery hoNtoN pe Mr mity thy... Jo mit k hr baar phir jiye thy... Nikhar gay haiN Gulaab saary! jo teri yaadoN se mushk-boo haiN! jo tery ushaaq kaa lahoo haiN! Ubal parry haiN azaab saary! Malaal-e-ahwaal-e-dostaaN bhi! Khumaar-e-aaghosh-e-MahvashaaN bhi! Ghubaar-e-Khaatir k Baab saary! Tery Hamaary Sawaal saary, Javaab saary! Bahaar aai to khul gay haiN, Naye Siry se hisaab saary... *_TaNhA_*

Aj Tum Yaad Behisab Aaye TaYpEd By TLASH25 Aaye Kuch Abr Kuch Sharaab Aaye Uske Bad Aaye To Azab Aaye. Baam-e-Minai Se Mahatab Utare Dast-E-Saqi Men Aftab Aaye. Har Rag-E-Khoon Men Phir Chiragan Ho Samne Phir Wo Benaqab Aye. Umar K Har Warq Pe Dil Ko Nazar Teri Meher-O-Wafa K Baab Aye. Kar Rah Tha Gam-E-Jahan Ka Hisab. AAJ TUM YAAD BEHISAAB AAYE. Na Gai Tere Gam Ki Saradari Dil Men Yon Roz Inqilab Aye. Jal Uthe Bazm-E- Gair K Dar-O-Bam Jab Bi Ham Khaanamaan-Kharab Aye. Is Tarh Apni Khamoshi Gonji Goya Har Simat Se Jawab Aye "FAIZ" Thi Raah Sar Basar Manzil Ham Jahaan Puhanche Kamyab Aaye...- Poet By Faiz Ahmad Faiz. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Aye kuch Abar kuch. TaYpEd By *SHANI_M_B* Aye Kuch Abr Kuch Sharab Aye. Us K Baad Aye Jo Azab Aye. Baam E Mina Se Mehtab Utre. Dast E Saqi Main Aftab Aye. Har Rag E Khuun Main Phir Charagan Ho. Samne Phir Wo Be Naqab Aye. Umar K Har Waraq Pe Dil Ko Nazar. Teri Meher O Wafa K Baad Aye. Kar Raha Tha Gham E Jahan Ka Hisaab. Aaj Tum Yaad Behisaab Aye. Na Gai Tere Gham Ki Sardari. Jal Uthe Bazm E Gair K Dar O Baam. Jab Bhi Hum Khanaman Kharab Aye. Is Tarah Apni Khamoshi Gunji. Goya Har Simt Se Jawaab Aye. Faiz Thi Raah Sar Basar Manzil. Hum Jahan Pohnche Kaamyab Aye. Poet. Faiz Ahmad Faiz. END**S Follow *SHANI_M_B* Sent To 8001

Poet. Faiz Ahmad Faiz. TaYpEd By *SHANI_M_B* Dono Jahan Teri Mohabbat Main Haar K. Wo Ja Raha Hai Koi Shab e Gham Guzar K. Veeran Hai Maikada Khum O Saaghar Udas Hai. Tum Kia Gaye K Rukh Gaye Din Bahar K. Ik Fursat E Gunah Mili Wo Bhi Chaar Din. Dekhe Hain Hum Ne Hausale Parvar Digaar K. Duniya Ne Teri Yaad se Begana Kar Diya. Tujh Se Bhi Dil Fareb hain Gham Rozagaar K. Bhule Se Muskura To Diye Thay Wo Aaj faiz. Mat Poch Val vale Dil E Na Kardaakar K. END**S I Am Alone. Follow *SHANI_M_B* Thanks.

Pindaar K Khogar Ko. TaYpEd By *SHANI_M_B* Pindaar K Khogar Ko Naqam Bhi Dekhon Ge. Aaghaaz Se Waaqif Ho Anjaam Bhi Dekho Ge. Rangini O Duniya Se Mayoos Sa Ho Jana. Dukhta Howa Dil Le Kar Tanhai Main Kho Jana. Tarsi Howi Nazron Ko Hasrat Se Jhuka Lena. Faryaad K Tukron Ko Aahon Main Chupa Lena. Raaton Ki Khamooshi Main Chup Kar Kabhi Ro Lena. Majboor Jawani K Malboos Ko Dho Lena. Jazbaat Ki Wusat Ko Sajdon Se Basa Lena. Bhooli Howi Yaadon Ko Seene Se Laga Lena. Poet. Faiz Ahmad Faiz. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Naseeb Azmane K Din. TaYpEd By *SHANI_M_B* Naseeb Azmane K Din Aa Rahe Hain. Qareeb Un K Ane K Din Aa Rahe Hain. Jo Dil Se Kaha Hai Jo Dil Se Suna Hai. Sab Un Ko Suna'ne K Din Aa Rahe Hain. Abhi Se Dil O Jaan Sar E Raah Rakh Do. K Lutne Lutaane K Din Aa Rahe Hain. Tapakne Lagi Un Nigahon Se Masti. Nigahain Churane K Din Aa Rahe Hain. Saba Phir Hamain Pochti Phir Rahi Hai. Chaman Ko Sajane K Din Aa Rahe Hain. Chalo Faiz Phir Se Kahin Dil Lagain. Suna Hai Thikaane K Din Aa Rahe Hain. Poet. Faiz Ahmad Faiz. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001