Posts

Showing posts with the label Poet Mirza Ghalib

Dard Minat_KasHe

Image
<TaYpEr> *._LEGEND_.*  _ POET>Mirza GHalib _ _ >_>_>Dard Minat_KasHe_Dawa Na Hua_* _Main Na AcHa Hua Bura Na Hua_* _Jama Karate Ho kun Raqibon Ko_* _Ik TamasHa Hua Gila Na Hua_* _Ham KaHan Qismat Azamane Jaayen_* _To Hi Jab KHanjar Azama Na Hua_* _Kitane SHirin Hain Tere Lab K Raqib_* _Galiyan KHa K Be_Maza Na Hua_* _Hai KHabar Garm Un K Aane Ki_* _Aaj Hi GHar Mein Boriya Na Hua_* _Kia Wo Na_marud Ki KHudai THi_* _Bandagi Mein Mera BHala Na Hua_* _Jan Di Howe Usi Ki THi_* _Haq To Yun Hai K Haq Ada Na Hua_* _ZaKHm Gar Dab Gaya LaHu Na THama_* _Kaam Gar Ruk Gaya Rawa Na Hua_* _RaHa zani hai ki dil Sitane hain_* _Le K Dil Dilsitan Rawa Na Hua_* _KucH To ParHiye K Log KaHate Hain_* _Aaj 'GHALIB' Gazal_Sara Na Hua_* <=EnD=> Follow *._LEGENG_.* SEND 8001

Aah Ko Chahiye TaYpEd By TLASH25 Aah Ko Chahiye Ek Umar Asar Hone Tak Kon Jeta Hai Teri Zulf Ke Asar Hone Tak Dam Har Mauj Mein Hai Halqaa-E-Sad Kaam-E-Nahang Dekhen Kiya Guzare Hai Qatare Pe Gauhar Hone Tak. Aashqi Sabr-Talab Aur Tamana Betab Dil Ka Kiya Rang Karon Khon-E-Jigr Hone Tak. Ham Ne Mana Ke Tagful Na Karo Ge Lekin Khaak Ho Jayenge Ham Tum Ko Khabar Hone Tak. Partav-E-Khuur Se Hai Shabnam Ko Fana Ki Taleem Mein Bhi Hon Ek Inayat Ki Nazar Hone Tak. Yak Nazar Besh Nahi Fursat-E-Hasti Gaafil Garmi-E-Bazm Hai Ek Raq-E-Sharar Hone Tak. Gam-E-Hasti Ka "GHALIB" Kis Se Ho Juz Marg Ilag Shamma Har Rang Mein Jalati Hai Sahar Hone Tak...! eND. Poet By Mirza Ghalib. Follow Tlash25 Send To 8001

Dil-e-Nadan Tujhe Kya Huwa. TaYpEd By TLASH25 Dil-e-Nadan Tujhe Huwa Kya Hai Akhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai. Ham Hain Mushtaq Aur Wo Bezar Ya Ilahi Ye Majira Kya Hai Mein Bi Munh Men Zaban Rakhta Hon Kash Pocha K Mudda Kya Hai. Jab K Tujh Bin Nahi Koi Maujud Phir Ye Hangama, Ay Khuda kya Hai. Ye Pari Chehra Log Kese Hain Gamaza-o-Ishwa-o-Ada Kya Hai. Shikan-e-Zulf-e-Ambari Kyun Hai Nigah-e-Chashm-e-Surma Sa Kya Hai. Sabza-o-Gul Kahan Se Aye Hain Abr Kya Chiz Hai Huwa Kya Hai. Hamko Usne Wafa Ki Hai Ummid Jo Nahi Jante Wafa Kya Hai. Han Bhala Kar Tera Bhala Hoga Aur Darwesh Ki Sada Kya Hai. Jan Tum Par Nisaar Karta Hun Main Nahi Janta Dua Kya Hai. Mene Mana K Kuch Nahi"GHALIB" Muft Hath Aye To Bura Kya Hai....! Poet By Mirza Ghalib. Follow Tlash25 Send To 8001

Har Ek Bat Pe. TaYpEd By TLASH25 Har Ek Bat Pe Kehte Ho Tum K Tu Kya H, Tumhen Kaho K Ye Andaz-E-Guftugo Kya h. Na Shole Men Ye Karishma Na Barq Men Ye Ada koi Btao Ki Wo Shokh-E-Tundakhu kya h. Ye Rashk H K Wo Hota Hai Hamsukhan Hamse Wagarna Khauf-e-Badamozi Kya H. Chipak Raha Hai Badan Per Lahu Se Pairahan Hamari Jeb Ko Na Hajat-E-Rafu Kya Hai. Jala Hai jism Jahan Dil Bi Jal Gaya Hoga Kuredate Ho Jo Ab Rakh Justaju Kya Hai. Ragon Men Daurte Phirne k Ham Nahi Qayal Jb Ankh Hi Se Na Tapka To Phir Lahu Kya Hai. Wo Chiz jis k lye Hamko Ho Bahisht Aziz Siwae Bada-e-mushkabu kya Hai. Pyun Na Taqat-e-guftar Or Agr Ho bi to kis Umid P Kahye K Aarzu kya Hai. Bana Hai Shah Ka Musahib, Phire H Itarata Wagarna Shahar Men "GHALIB" Ki Aabaru Kya Hai..! Poet By Mirza Ghalib eND. Follow Tlash25 Send To 8001

TaYpEd By *SHANI_M_B* Benaam musafir Hon Benaam safar Mera. Kis Rah Nikal Jaon kuch Keh Nahi Sakta. Be Naam Meri Manzil Hai Be Naam thikana Hai. Kis Dar Par Main Ruk Jaon kuch Keh Nahi Sakta. Is Paar To Roshan Hai Sara Mera Rasta. Us Paar Andhera Ho Kuch Keh Nahi Sakta. Tinke Ki Tarah Main Bhi Beh Jaon samandar Main. Mil Jaiye Ga Kinara Kuch Keh Nahi Sakta. Mil Jaiye Gi Tabeer Mere Khnwabon Ki Aik Din. Ye Khawab bikhar Jain Kuch Keh Nahi Sakta. Kuch Aise Haadse Bhi Zindagi Main Hote Hain. Ghalib. K Insan Bach To Jata Hai Magar Zinda Nahi Rehta. Tanha.G

Jis Bazm Mein. TaYpEd By TLASH25 Jis Bazm Men Tu Naz S Guftar Men Aave Jan Kalab-e-Surat-e-diwar Men Aave. Saye k Tarh Sath phiren Sar-o-Sanobar Tu Is Qad-e-dilkash Se Jo Gulzar Men Aave. Te Naz-e-Giranmayagi-e-Ashk Baja H Jab Lakht-e-jigar Dida-e-khunbar Men Aave. DE MUJHKO SHIKAYAT KE IJAZAT KI SITAMGAR KUCH TUJHKO MAZA BHI MERE AAZAR MEN AAVE. Us Chasm-e-fusungar Ka Agar Paye Ishara Tuti Ke Tarah Aaina Guftar Men Aave. Kanton Ki Zaban Sukh Gayi Pyas Se Ya RAB ik Aabalapa Vadi-e-purakhar Men Aave. Mar Jaon Na Kyun Rashk Se Jab Wo Tan-e-Nazuk Aagosh-e-kham-e-halqa-e-Zunnar Men Aave. Guratagar-e-namus Na Ho Gar Havas-e-zar Kyu Shahid-e-bag S Bazar M Aave. Tb Chak-e-gireban ka Maza G Dil-e-nadan Jb 1nafar ujjha Hua Har Tar M Aave. Atishkada agr Ma'ariz-e-Izhar M Aave. Ganjina-e-ma'ani Ka Talsim Usko Samjhiye. Jo Lafz K Ghalib Mere Ashar Mein Aave. Mirza Ghalib.

Dil Se Teri Nigah. TaYpEd By *SHANI_M_B* Dil Se Teri Nigah Jigar Tak Utar Gai. Donon Ko Ik Ada Main Raza Mand Kar Gai. Shaq Ho Gaya Hai Sina Khusha Lazat E Farag Takleef E Pardadari E Zakham E Jigar Gai. Wo Bara E Shabana Ki Sara Mastiyan Khan. Uthiye bas Ab K Lazat E Khawab E Sahar Gai. Urti Phire Hai Khak Meri Ku E Yar Main. Bare Ab Ai Hawa Hawas E Bal O Par Gai. Dekho To Dil Farebi E Andaz E Naqsh E Pa Mauj E Khiram E Yar Bhi kia Gul Katar Gai. Har Bulah hawas Ne Husan Parasti Shiar Ki. Ab Abaru E Shewa E ehl E Nazar Gai. Nazare Ne Bhi Kam Kia Wan Naqab Ka. Masti Se Har Nigah Tere Rukh Par Bikhar Gai. Farda O Din Ka Tafaruqa Yak Bar Mit Gaya. Kal Tum Gaye K Hum Pe Qayamat Guzar Gai. Mara Zamane Ne Asadullah Khan Tumhain. Wo Walwale Kahan Wo Jawani Kidhar Gai. Poet. Mirza Asadullah Khan Ghalib. END**S

Poet. M.A.Ghalib. TaYpEd by *SHANI_M_B* Na Tha Kuch To Khuda Tha Kuch Na Hota To Khuda Hota.* . Daboya Mukh Ko Hone Ne Na Hota Main To Kia Hota.* . Howa Jab gham Se Yun Be His To Gham Kia Sar Katne Ka.* . Na Hota Gar Juda Tan Se To Zanon Par Dhara Hota.* . Howi Mudat Keh Ghalib Marr Gaya Par Yaad Ata Hai.* . Wo Har Ek Bat pe Kehna K Yun Hota To Kia Hota.* . END**S

Ibn E Maryam Hua Kare Koi. TaYpEd By TLASH25 Mere Dard Ki Jo Dawa Kare Ibn-E-Maryam Hua Kare Koi Mere Dukh Ki Dawa Kare Koi. Shura-O-Ain Par Madar Sahi Aise Qatil Ka Kya Kare Koi. Chal Jese Khari Kamaan Ka Teer Dil Main Aise K Jaa Kare Koi. Baat Par Waan Zubaan Katti Hai Wo Kahin Aur Suna Kare Koi. Bak Raha Hoön Junoon Main Kya Kya Kuch Kuch Na Samjhe Khuda Kare Koi. Na Suno Gar Bura Kahe Koi Na Kaho Gar Bura Kahe Koi. Rok Lo Gar Galat Chale Koi Bakhsh Do Gar Khata Kare Koi. Kon Hai Jo Nahi Hai Haajatmand Kis Ki Hajat Rawa Kare Koi. Kya Kiya Khizr Ne Sikandar Se Ab Kise Rahnuma Kare Koi. Tab Tawaqqo Hi Uth Gai"GHALIB" Kyun Kisi Ka Gilla Kare Koi....! Poet By Miriza Ghalib eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Jis Bazm Mein. TaYpEd By TLASH25 Jis Bazm Men Tu Naz S Guftar Men Aave Jan Kalab-e-Surat-e-diwar Men Aave. Saye k Tarh Sath phiren Sar-o-Sanobar Tu Is Qad-e-dilkash Se Jo Gulzar Men Aave. Te Naz-e-Giranmayagi-e-Ashk Baja H Jab Lakht-e-jigar Dida-e-khunbar Men Aave. DE MUJHKO SHIKAYAT KE IJAZAT KI SITAMGAR KUCH TUJHKO MAZA BHI MERE AAZAR MEN AAVE. Us Chasm-e-fusungar Ka Agar Paye Ishara Tuti Ke Tarah Aaina Guftar Men Aave. Kanton Ki Zaban Sukh Gayi Pyas Se Ya RAB ik Aabalapa Vadi-e-purakhar Men Aave. Mar Jaon Na Kyun Rashk Se Jab Wo Tan-e-Nazuk Aagosh-e-kham-e-halqa-e-Zunnar Men Aave. Guratagar-e-namus Na Ho Gar Havas-e-zar Kyu Shahid-e-bag S Bazar M Aave. Tb Chak-e-gireban ka Maza G Dil-e-nadan Jb 1nafar ujjha Hua Har Tar M Aave. Atishkada agr Ma'ariz-e-Izhar M Aave. Ganjina-e-ma'ani Ka Talsim Usko Samjhiye. Jo Lafz K Ghalib Mere Ashar Mein Aave. Mirza Ghalib.

Zulmat Kade Main. TaYpEd By *SHANI_M_B* Zulmat Kade Main Mere Shab E Gham Ka Josh Hai. Ik Shama Hai Dalil E Sahar So Khamosh Hai. Na Muzda E Visal Na Nazara E Jamal. Mudat Howi K Ashti E Chashm O Gosh Hai. Main Ne Kia Hai Hu7n E Khud_aara Ko Be Hijab. Aye Shauq Yaa'n Ijazat E Taslim E Hosh Hai. Gauhar Ko Ikd E Gardan E Khubaa'n Main Dekhna. Kia Aroj Par Sitara E Gauhar Farosh Hai. Didar Vada Hausala Saqi Nigah E Mast. Bazm E Khayal Maikada E Be Kharosh Hai. Aye Taza Varidan E Bisat E Hawa E Dil Zinhar Agr Umhain. Hawas E Na O Nosh Hai. Dekho Mujhe Jo Dida E Ibarat Nigah Ho. Meri Suno Jo Gosh E Nasihat Niyosh Hai. Saqi Ba Jalva Dushman E Imaan O Aagahi. Mutarib Ba Nagma Rahazan E Tamkhin O Hosh Hai. Ye Shab Ko Dekhte Thy K Har Gosha E Bisat. Daman E Bagban O Kaf E Gul Farosh Hai. Ye Subah Dam Jo Dekhiye Aakar To Bazm Main. Na Wo saror O Soz Na Josh O Kharosh Hai. Daag E Firaq E Sohabat E Shab Ki Jali Howi. Ik Shama Reh Gai Hai So Wo Bhi Khamosh Hai. Ate Hain Gaib Se Ye Mazamin Khayal Main. Ghalib Sarir E Khama Nava E Sarosh Hai. Poet. Mirza Asad Ullah Ghalib. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Zikr Us Pariwish Ka. TaYpEd By TLASH25 Zikr Us Pawish Ka, Aur Phir Bayan Apna Ban Gaya Raqib Akhir Tha Jo Razdan Apna. Men Wo Kyun Buhat Pite Bazm-E-Gair Mein Ya Rab Aj Hi Hua Manzor Un Ko Imtihan Apna. Manzar Ik Bulandi Par Aur Ham Bana Sakte Arsh Se Idhar Hota Kash K Makan Pana. De Wo Jis Qadar Zilat Ham Hansi mein Talenge Bare Ashna Nikla Unka Pasban Apna. Dard-e-Dil Likho Kb Tak? jaon Un Ko Dikhla Don Ungilyan Figar Apni Khamakh unchan Apna. Ghiste Ghiste Mit Jata Ap Me Abas Badla Nang-e-Sajda Se Mere Sang-e- Astan Apna. Ta Kare Na Gamazi, Kar Liya Hai Dushman Jo Dost Ki Shikayat Mein Ham Ne Ham-Zaban Apna. Ham Kahan K Dana The Kis Huna Mein Yakta The Besabab Hua "GHALIB" Dushan Asman Apna...! Poet Mirza Galib Follow Tlash25 Send To 8001