Posts

DARD E Dil Ki Mehfil Saja'ain Bhi To Kab Tak.

Poet:- Sarfraz Ahmad . Type By......-* .-._.-, '-._.JAN E JIGER...-* . DARD E Dil Ki Mehfil Saja'ain Bhi To Kab Tak...> . Thokarain Baar Baar Kha'ain Bhi To Kab Tak...> . Ujri Halaat Pay Hairan Q Ho Aap...> . Apni Ujri Dastaan Suna'ain Bhi To Kab Tak...> . Muhabt Ki Saza Paai Hai Hum Nay...> . Ankhon Sy Ashk Bahain Bhi To Kab Tak...> . Ajab Rutt Main Bichar Gaya Tha Mujh Say...> . Uski Rah Main Nazrain Bicha'ain Bhi To Tak...> . Mere Aagosh Main Ruswai Thi Shayad Uski...> . Wo Hamain Apna Bana'ain Bhi To Kab Tak...> . Aaray Hum Bhi To Mai'khaar Ban Hi Gaye...> . Nakaam E Muhabt K Baad Nikam'main Rahain Bhi To Kab Tak...> . Sham'ma Nay Kai Parwaano Ki Zindagi Ujaar Di...> . Sham'ma K Paas Parwanay Jayain Bhi To Kab Tak...> . Mere Lab Pay Shikwa Q Rahe Uski Bewafai Ka...> . Aakhir Wo Aik Say Wafa Nibhain Bhi To Kab Tak.....'*'SA'*' . Typing Date:-

Wo Kabhi Khawab Main Aain To Sahi

WO Kabhi Khawab Main . Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Wo Kabhi Khawab Main Aain To SAHI Meri Taqdeer Jagain To Sahi . Haal E Dil Apna Sunain To Sahi Apko Hum Kaheen Paain To Sahi . Unki Har Shart Hai Manzoor Mujhe Wo Meri Rah Main Aain To Sahi . Kya Pashaiman Hai Sitam Par Apne Ap Q Chup Hai Batain To Sahi . Aap Par Hi Nahi Mouquf Karam Rukh Badal Jayain, Hawain To Sahi . Luft Aa Jaye Ga Aay Waaiz E Shaher Ap Maikhane Main Jayain To Sahi . Koi Dushwaar Nahi Rah E Wafa Wo Qadam Uthain To Sahi . Kon Kafir Hai Jo Ho Munkir E Ma'ay Ap Ik Ghount Pilain To Sahi . Khainch K Aa Jayain Gay Maikhaar "Naseer" Maikada Aap Sajain To Sahi.....*SA* . Poet Naseer O Deen Naseer Book Paiman E Shab

Rahon Say Teri Guzar Raha Hun

Rahon Say Teri . Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Raahon Say Teri Guzar Raha Hun Angaaron Pay Paaon Dhar Raha Hun . Anjaam Say Apne Darr Raha Hun Majmu'aa E Khair O Shar Raha Hun . Sehra Ki Hawa Mujhe Gawara Gulshan Ki Hawa Say Darr Raha Hun . Ehbab Mere Bura Naa Manay Main Khud Say Kalaam Kar Raha Hun . Zulmat E Suhaab E Zindagi Say Bijli Ki Tarha Guzar Raha Hun . Main Hun Wo Faraib Khorda Insaan Saaye Say Bhi Apne Darr Raha Hun . Ulfat Hai Agar Gunah Logon Main Bhi Ye Gunah Kar Raha Hun . Ankhon Say Laaho Baha Baha Kar Mehfil Main Teri Nikhar Raha Hun . Kuch Log Mujhe Daabo Chukay Thay Mojon Ki Tarha Ubhar Raha Hun . Hai Mud'd E Nazar Tassawur Aaine Say Baat Kar Raha Hun . Aay Dast E Karam Samait Mujh Ko Zar'ron Ki Tarha Bikhar Raha Hun . Main Bhi Hun "Naseer" Kya Tamasha Jo Ho Na Sakay Wo Kar Raha Hun....*SA* . Poet Naseer O Deen Naseer Book Paimaa

Baba....: Mujhko Darr Lagta Hai,

Baba....: Mujhko Darr Lagta Hai, . Type By.....> "*.Jan-E-Jiger.*" . Baba....: Mujhko Darr Lagta HAI, Baba....: Meri Miss Kehti Hai.....> ",, ",, Kal Say Sab Bachon Ko Apne Ghar Rehna Hai.....> ",, ",, Or Ghar Pay Hi Parhna Hai Maine Suna Hai.....> ",, ",, Aik Bari Si Kali Monchon Waale Uncle.....> ",, ",, Bomb Laga Kar Aaingay Sab Bachay Mar Jayain Gay.....> ",, ",, Bhool Gai Naam Bhala Tha Hmmmm.....! Shayad ;->Dehshat-Gard;-> Kaha Tha.....> ",, ",, Baba Q Marain Gay Uncle, Hum Say Koi Bhool Hoi Kya.....? ",, ",, Wo Uncle Q Naraaz Hai Hum Say......? ",, ",, Baba Un Ko Meri Guriya Day Do.....> ",, ",, Ya Phr Meri Rango Wali Yaad Hai Na Wo Neeli Dibya.....> ",, ",, Meri Pichli Saalgira Par Aap Nay La Kar Di Thi.....> ",, ",, Or Wo Meri Pyari Pooni Neelay Colour Ki Titli Wali.....> "

Bay Rukhi Uski Har Ada Main Hai,

Bay Rukhi Uski . Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Bay Rukhi Uski Har Ada Main Hai, Dil Khuda Jaane Kis Hawa Main Hai . Ik Jhalak Uski Ibtada Main Hai, Azmaaish Jo Intiha Main Hai . Zuhud Main Hai Na It'tiqa Main Hai, Zindagi Motabir Wafa Main Hai . Qissay Oron Say Sun Raha Hai Koi, Meri Dastaan Meri Iltiwa Main Hai . Khair Ya Rab Mere Nashaimun Ki, Barq Bay Taab Phr Ghata Main Hai . Zulf Ki Cheerha Dastiyaan Toba, Admi Panja E Bala Main Hai . Jis Tarf Chahay Uska Rukh Phair, Naao Ab Dast E Na Khuda Main Hai . Wo Gharor E Jamal Main Guom Hai, Mud'daee Arz E Mud'da Main Hai . Raas Aaya Na Jama E Hasti, Admi Tang Si Qaba Main Hai . Or Kuch Ho "Naseer" Main Kah Na Ho, Sair Chashmi Tere Gaada Main Hai....*SA'* . Poet Naseer O Deen Naseer Book Paimaan E Shab

Ghar Say Nikal K Sair E Chaman

Ghar Say Nikal K . Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Ghar Say Nikal K Sair E Chaman Ko Chala To Hai, Aaye Ga Wo Hamari Taraf Bhi Suna To Hai . Rasm E Karam Na Ho Jo Nahi Hai Jafa To Hai, Qaaim Kisi Haseen Say Koi Silsila To Hai . Is Bay Kasi Main Hum Ko Ye Ik Asra To Hai, Majod Nama Br Na Ho Bad E Saba To Hai . Teri Nazar Main Chahnay Wala Bura To Hai, Lekin Khata Maaf Tujhe Chahta To Hai . Hum Nay Unhain Suna To Diya Dil Ka Majra, Ab Daikhiaye Jo Ab Wo Kya Dain Kaha To Hai . Meri Tabahiyun Pay Wo Zalim Laraz Utha, Sang E Giraan Kuch Apni Jaga Say Hila To Hai . Tofaan E Ghum Main Mouj E Bala Say Na Ho Udaas, Sahil Mile , Mile Na Mile Aasra To Hai . Us Baargah E Naz Main Pohnchay To Janiay, Qasid Hawa Say Taiz Udhar Ko Gaya To Hai . Koi To Hai Rafeeq Ghum E Hijar Main Zaror, Main Manta Hon Tum Jo Nahi Ho Qaza To Hai....*SA* . Kahte Hai Ye Khabar To Nahi Hai Wo Kon Tha, Haan Aik Sham'ma Ki Sorat Jala To Ha

To Agar Rakhe Ga Saqi Hum Say Paimana Alag,

TO Agar Rakhe Ga Saqi . Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . TO Agar Rakhe Ga Saqi Hum Say Paimana Alag, Hum Bana Lainge Kahin Chota Sa Maikhana Alag . Iski Abadi Alag Hai Uska Werana Alag, Door Is Dunya Say Rahta Hai Ye Dewana Alag . Ma'ay Kashi K Sath Luft E Raqs Paimana Alag, Or Us Par Iltifat E Peer E Maikhana Alag . Khaal E Rukh Dil Ki Giraftari Ka Ik Samaan Hai, Bay Khabar Hota Nahi Hai Daam Say Dana Alag . Ik Maqaam Aisa K Jeetay Je Guzar Mumkin Nahi, Zindagi Tuj Kar Banaya Hum Nay Kashana Alag . Khud Numai Uski Fitrat, Beniyazi Iski Khuo, Rang E Shahana Juda Shan E Fakeerana Alag . Gul Khilaye Fasl E Gul Atay Hi Dewano Nay Yun, Ab Nazar Aata Nahi Gulshan Say Werana Alag . Ansoun Say Likh Rahe Hai Waqiyat E Zindagi, Hum Martab Kar Rahe Hai Apna Fasana Alag . Tere Sadqay Ab Nahi Saqi Mujhe Koi Gila, Mujhko Mil Jati Hai Ma'ay Peeny Ko Rozana Alag . Khaak Parwane Ki Sari Shab Rahi Un K Hazoor, Sh