Posts

Suna Hai Log Use Aankh Bhar K. TaYpEd By *SHANI.M.B* Suna Hai Log Use Aankh Bhar K Dekhte Hain. So Us K Shahar Main Kuch Din Tehar K Dekhte Hain. Suna Hai Rabt Hai Us Ko Kharab Halon Se. So Apne Ap Ko Barbad Kar K Dekhte Hain. Suna Hai Dard Ki Gahak Hain Chashm E Nazuk Us Ki. So Hum Bhi Us Ki Gali Se Guzar K Dekhte Hain. Suna Hai Us Ko Bhi Hai Sher O Shayri Ka Shauq. So Hum Bhi Mojaze Apne Hunar K Dekhte Hain. Suna Hai Bole To Baton Se Phool Jharte Hain. Ye Baat Hai To Chalo Baat Kar K Dekhte Hain. Suna Hai Raat Use Chand Takta Rehta Hai. Sitare Baam E Falak Se Utar Kar Dekhte Hain. Suna Hai Hashr Hain Us Ki Ghazal Si Aankhain. Suna Hai Us Ko Hiran Dasht Bhar K Dekhte Hain. Suna Hai Din Ko Use Titliyan Sata'ti Hain. Suna Hai Raat Ko Jugno Thahar K Dekhte Hain. Suna Hai Rat Se Barh Kar Hain Kakulan Us Ki. Suna Hai Sham Ko Saye Guzar K Dekhte Hain. Suna Hai Us Ki Siyah Chashmagi Qiyamat Hai. So Us Ko Surma Farosh Aankh Bhar K Dekhte Hain. Suna Hai Us K Labon Se Gulab Jharte Hain. So Hum Bhi Khud Par Ilzam Dhar K Dekhte Hai. Suna Hai Aina Tamasal Hai Jabin Us Ka. Jo Sada Dil Hain Ban Sanvar K Dekhte Hain. Suna Hai Jab Se Hamail Hain Us Ki Gardan Main. Mizaj Aur Hi Lal O Gauhar K Dekhte Hain. Suna Hai Chashm E Tasavur Se Dasht E Imkan Main. Pa5kang Zawaiya Us Ki Kamar K Dekhte Hain. Suna Hai Us K Badan K Tarash Aise Hain. K Phool Apni Qabazain Qatar K Dekhte Hain. Wo Sarvar Hai Magar Begul E Muraad Nahi. K Us Shjar Pe Shagufe Samar K Dekhte Hain. Bas Ek Nigah Se Lutata Hai Qafila Dil Ka. So Rahravan E Tamana Bhi Dar K Dekhte Hain. Suna Hai Us K Shabistan Se Mutasil Hai Behisht. Makin Udhar K Bhi Jalway Idhar K Dekhte Hain. Ruke To Gardishain Us Ka Tawaf Karti Hain. Chale To Us Ko Zamana Tehar K Dekhte Hain. Kise Naseeb K Be Parahan Use Dekhe. Kabhi Kabhi Dar O Divaar Ghar K Dekhte Hain. Kahaniyan Hi Sahi Sab Mubalaghy Hi Sahi. Agr Wo Khawab Hai Tabees Kar K Dekhte Hain. Ab Us K Shehar Main Thehrain K Kooch Kar Jain. Faraz Aao Sitare Safar K Dekhte Hain. Poet. Ahmad Faraz. END**S Follow *SHANI.M.B* Send To 8001

Suna Hai Log Use Aankh Bhar K. TaYpEd By *SHANI.M.B* Suna Hai Log Use Aankh Bhar K Dekhte Hain. So Us K Shahar Main Kuch Din Tehar K Dekhte Hain. Suna Hai Rabt Hai Us Ko Kharab Halon Se. So Apne Ap Ko Barbad Kar K Dekhte Hain. Suna Hai Dard Ki Gahak Hain Chashm E Nazuk Us Ki. So Hum Bhi Us Ki Gali Se Guzar K Dekhte Hain. Suna Hai Us Ko Bhi Hai Sher O Shayri Ka Shauq. So Hum Bhi Mojaze Apne Hunar K Dekhte Hain. Suna Hai Bole To Baton Se Phool Jharte Hain. Ye Baat Hai To Chalo Baat Kar K Dekhte Hain. Suna Hai Raat Use Chand Takta Rehta Hai. Sitare Baam E Falak Se Utar Kar Dekhte Hain. Suna Hai Hashr Hain Us Ki Ghazal Si Aankhain. Suna Hai Us Ko Hiran Dasht Bhar K Dekhte Hain. Suna Hai Din Ko Use Titliyan Sata'ti Hain. Suna Hai Raat Ko Jugno Thahar K Dekhte Hain. TaYpEd By *SHANI.M.B* Suna Hai Rat Se Barh Kar Hain Kakulan Us Ki. Suna Hai Sham Ko Saye Guzar K Dekhte Hain. Suna Hai Us Ki Siyah Chashmagi Qiyamat Hai. So Us Ko Surma Farosh Aankh Bhar K Dekhte Hain. Suna Hai Us K Labon Se Gulab Jharte Hain. So Hum Bhi Khud Par Ilzam Dhar K Dekhte Hai. Suna Hai Aina Tamasal Hai Jabin Us Ka. Jo Sada Dil Hain Ban Sanvar K Dekhte Hain. Suna Hai Jab Se Hamail Hain Us Ki Gardan Main. Mizaj Aur Hi Lal O Gauhar K Dekhte Hain. Suna Hai Chashm E Tasavur Se Dasht E Imkan Main. Pa5kang Zawaiya Us Ki Kamar K Dekhte Hain. Suna Hai Us K Badan K Tarash Aise Hain. K Phool Apni Qabazain Qatar K Dekhte Hain. Wo Sarvar Hai Magar Begul E Muraad Nahi. K Us Shjar Pe Shagufe Samar K Dekhte Hain. Bas Ek Nigah Se Lutata Hai Qafila Dil Ka. So Rahravan E Tamana Bhi Dar K Dekhte Hain.

Ye Dua Hai Atish TaYpEd By TLASH25 Ye Dua Hai Aatish-E-Ishq Mein Tu Bi Meri Tarh Jala Kare, Na Ho Khushi Naseeb Tujhe Tere Dil Mein Dard Utha Kare. Tere Samne Tera Ghar Jale Tera Bas Chale Na Bhuja Sake Tere Dil Se Nikle Yahi Dua K Na Ghar Kisi Ka Jala Kare. Har Nami Me Kuch Kami To Rahegi, Ankh Kuch Shabnami To Rahegi, Zindagi Ko Hum Kitna Bi Saware, Bin Apke Kuch Kami To Rahegi. Humse Apna Ghar Kisi Tarah Sajaya Na Gaya, Zindagi Tujhko Bi Mehman Banaya Na Gaya, Lakhon Dilchaspi Ke Saaman The Dunya Me Magar, Ek Lamha Bi Tujhe Dil Se Bhulaya Na Gaya. Kabi Yaden Kabi Sapne Suhane Bhej Deta Hai. Mujhe Aksar Wo Yadon K Khazane Bhej Deta H Me Jb Guzre Dino Ki Talkyon Ko Bhul Jata Hn. Mujhe Phir Koi Bete Zamane Bhej Deta Hai. Kabi Qasmen Kabi Ehd-e-Wafa Ka Hosla De Kar Mujhe Wo Zinda Rehne Ke Bahane Bhej Deta Hai..! Amir Is Raste Se Jo Guzarte Hain Wo Kehte Hain, Muhalla Hai Haseeno Ka, Ye Tarkazaon Ki Basti Hai, Loot Lete Hain Ye Muskura Kar, Inki Chaalon Se Allah Bachaye, Inki Fitrat Mein Hai Bewafai, Jaanti Hai Ye Saari Khudai, Ache Achon Ko Dete Hain Dokha, Bhoole Bhalon Se Allah Bachaye, Ga Re Ni Da....ALAP... Mast Nazron Se Allah Bachaye...! Singer. Rahat Fateh Ali Khan eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Chuti Sharab Per TaYpEd By TLASH25 Milti Hai Khu-E-Yar Se Nariltihab Mein Kafir Hun Gar Na Milti Ho Rahat Azab Mein. Kab Se Hun Kya Bataon Jahan-E-Kharab Mein Shab Haye Hijr Ko Bhi Rakhon Gar Hisab Mein. Ta Phir Na Intzar Mein Neend Aye Umar Bhar Ane Ka Ahad Kar Gaye Aye Jo Khuwab Mein. Qasid Ke Aate Aate Khat Ik Aur Likh Rakhon Main Janta Hun Jo Wo Likhenge Jawab Mein. Mujh Tak Kab Un Ki Bazm Mein Aata Tha Daur-e-Jam Saqi Ne Kuch Mila Na Diya Ho Sharab Mein. Jo Munkir-E-Wafa Ho Fareb Uspe Kya Chale Kyun Badguman Hun Dost Se Dushman K Bab Mein. Main Muztarib Hun Wasl Mein Khauf-E-Raqeeb Se Dala Hai Tum Ko Waham Ne Kis Pech-O-Tab Mein. Main Aur Hizz-e-Wasl, Khudasaz Bat Hai Jan Nazar Deni Bhul Gaya Iztirab Mein. Hai Tewri Chari Hui Andar Naqab Ke Hai Ik Shikan Pari Hui, Tarf-E-Naqab Mein....! Lakhon Lagao, Ik Churan Nigah Ka Lakhon Banao, Ik Bigarna Itab Mein. Wo Nala Dil Mehn Khas K Bar Bar Jag Na Paye Jis Nale Se Shigaf Pare Aftab Mein. Wo Shehr Mudda Talbi Mein Na Kam Aaye Jis Shehr Se Safina Rawaan Ho Sarab Mein. " GALIB CHUTI SHARAB, PAR AB BHI KABHI KABHI PEETA HUN ROZ-E-ABR-O-SHAB-E-MEHTAB MEIN.......! Poet By Mirza Galib eND. Follow Tlash25 Send To T001

Mein Aur Meri TaYpEd By TLASH25 Men Aur Meri Tanhai Aksar Ye Batein Karte Tum Hoti To Kesa Ho Tum Ye Kehti Tum Wo Kehti. Tum Is Baat Pe Heran Hoti Tum Us Baat Pe Kitna Hansti. Zindagi Ke Safar Men Guzar Jate Hain Jo Makaan Wo Phir Nahi Aate Wo Phir Nahi Aate Tum Hoti To Ahsa Hota Tum Hoti To Wesa Hota. Men Aur Meri Tanhai Aksar Ye Batein Karte Phool Khilte Hain Log Milte Hain Magar Pat Jhar Men Jo Phool Murjha Jate Hain Wo Baharon Ke Ane Se Khilte Nahi. Kuch Log Ek Roz Jo Bichar Jate Hain Wo Hazaron Ke Ane Se Milte Nahi. Umar Bhar Chahe Koi Pukara Kare Un Ka Naam Wo Phir Nahi Ate Wo Phir Nahi Ate. Ye Chand Hai Ya Tumhara Anchal Hawa Ka Jhonka Hai Ya Tumhare Badan Ki Khushbu. Ye Patiyon Ki Hai Sar Sarahat Ke Tumne Chupke Se Kuch Kaha Hai Subha Ati Hai Raat Jati Hai Yunhi....! Wo Aisa Chand Tha Jis Ki Kabhi Pandra Nahin Dekhti. Muqaddas Aankh Mein Uski Yeh Kaisa Pyar Dekha Tha? Haseen Shah'kar Dekha Tha! Kabhi Hum Ne Apne Ru'Baru Ek Chand Dekha Tha...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Nazdeek Bhi Jaanaa Hai Jaayaa Bhi Nahin Jaataa. Wo Chand Samandar Kaa Paayaa Bhi Nahin Jaataa...> "+,, "+,, Ek Dard Kaa Sahiraa Hai. EK Dhoop Hai Jeevan Mein. EK Yaad-E-Guzashtaa Ka Saayaa Bhi Nahin Jaataa...> "+,, "+,, Mahboob Kay Qadmun Mein Taary Bhi Bikheren Gay Par Torr K Taaron Ko Laayaa Bhi Nahin Jaataa...> "+,, "+,, Wo Chand Mujassam Hai Aakash Baseraa Hai. Us Chand Ko Aangan Mein Laayaa Bhi Nahin Jaataa...> "+,, "+,, Main Mir Muhabbat Mein Naakaam Huwa To Kia. Matloob Muhabat Ka Zaayaa Bhi Nahin Jaataa........../.*./ "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,.* Qais__e__Laila """"""""""""""" PoEt: Mir_HassaN *-._.-*-._.-*-._.-*

Kiyon Qurab Aap Kaa Mujhe Haasil Nahin Rahaa. Shaayad Main Iltfaat K Qaabil Nahin Rahaa..> "+,, Kab Say Samandron Ki Main Gahraayon Mein Hun. Shaayad Mery Naseeb Mein Saahil Nahin Rahaa..> "+,, Ab Bhi Wohi Hain Raonqein Bazm-E-Jamal Ki. Lekin Ye Dil To Shaaml-E-Mahfil Nahin Rahaa..> "+,, Ab Thokron Mein Lazt-E-Aawaargi Bhi Hai. Ab Iztaraab-E-Dooriy-E-Manzil Nahin Rahaa..> "+,, Ye Sar Jo Dosh Par Hai Salaamat Hai Iss Liye. Khanjar Mein Zor Bazoo-E-Qatil Nahin Rahaa..> "+,, Shaayar Agr Chy Bazm-E-Jaha'n Mein Shareek Tha. Lekin Teray Khayaal Say Ghaafil Nahin Rahaa.........../.*./ "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,.* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shaayar Ali Shaayar "+,,+" BooK Wo Chaand Jaisaa Shakhs "+,,+"+,,+"+,,+"