Posts

Showing posts with the label Poet Mirza Hussnain Azam

Ab Bhula Do Mujh Ko Kisi Kamzor Lamhe Ki Tarah.

Ab Bhula Do Mujh TaYpEd By   TLASH25 Ab Bhula Do Mujh Ko Kisi Kamzor Lamhe Ki Tarah. = Kisi Beete Huwe Sawan Ki Tarah. = Kisi Kayi Huwi Achai Ki Tarah. = Kisi Guzre Huwe Sawan Ki Tarah. = Kisi Bachpan Mein Suni Huwi Kahani Ki Tarah. = Kisi La Jawab Karte Huwe Sawal Ki Tarah. = Kisi Gungunaye Huwe Geet Ki Tarah. = Kisi Gire Huwe Ansu Ki Tarah. = Ab Bhula Do Mujh Ko Bhula Do...! = Poet By Mirza Hussnain Mirza. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Us Ki Majbori Ka Mujh Ko Ihsas Buhat Hai.

TaYpEd By  TLASH25 Us Ki Majbori Ka Mujh Ko Ihsas Buhat Hai. = Judai Ki Aziyat Me Bi Lutaf Buhat Hai. = Koshish Buhat Ki K Mita Sakon Un Ko Tere Mere Bech Phir Bi Fasala Buhat Hai. = Zarori Nahi Hai Kisi Talwar Se Zer Karne Ki Mere Dushman Ki Haar K Liye Meri Jeet Hi Buhat Hai. = Chor Dia Hath Us Ka Bus Yahi Kah Kar Teri Har Khushi Mujh Ko Anmol Buhat Hai. = Na Samajh Yon K Kahi Mur Jayen Ge Tere Bin Tere Intizar K Liye Meri Sans Buhat Hai. = Hath Nahi Phelta Ab Kahin Bi Ja k Nawazine K Liye Ek Hi Zat Buhat Hai. = Karta Hon Bus Me Hi Tujh Ko Muhbat To Bi Mujh Ko Chahe Ye Hasrat Buhat Hai. = Zarori Nahi Hai Kisi Ko Noha Sunane Ki Ansu Girane K Liye Meri Dastan Hi Buhat Hai. = Chor De Ab Har Kisi Ka Hath Thamina Tujhe Chahne K Liye Hussnain Buhat Hai. = Yaqeen Aa Gaya Hai Hussnain Ab Hum Ko Bi. = Muhbat K Raste Par Chalna Dushwar Buhat Hai...! = Poet. Mirza Hussnain Mirza

Meri Ankhon Mein Najane Kiya Parh Raha Tha.

Meri Ankhon TaYpEd By  TLASH25 Meri Ankhon Mein Najane Kiya Parh Raha Tha. = Shayad Us Mein Apna Naam Parh Raha Tha. = Ye Dekh Kar Us Ka Wajood Bhi Kanp Utha. = Mujh Pe Beeti Huwi Jab Dastan Parh Raha Tha. = Judai Ki Aafat Bhi Usi Waqt Hi Aayi Thi. = Jab Wo Mere Hath Ki Lakeerein Parh Raha Tha. = Pal Bhar K Liye Bhi Kiya Use Meri Yad Na Aayi. = Us Shajar Par Likha Jab Apna Naam Parh Raha Tha. = Shayad Yaqeen Aa Hi Gaya Tha Mere Piyar Par Usey. = Jab Lahu Se Likha Mera Khat Parh Raha Tha. = Hussnain Mehsos Ho Rahi Thi Usey Apni Zat Bhi. = Mere Seene Ki Jab Wo Dharkan Parh Raha Tha...! = Poet By Mirza Hussnain Azam. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Zamane Wale Kabhi Bhi Apne Nahin Hote.

Zamane Wale TaYpEd By   TLASH25 Zamane Wale Kabhi Bhi Apne Nahin Hote. = Harjayi Chahre Wafa Ka Pekar Nahin Hote. = Jin K Pas Hoti Hain Umar Bhar Ki Yadein. = Wo Log Tanhai Mein Bhi Tanha Nahin Hote. = Na Dekh Yon Kisi Gareeb Ko Neech Nazron Se. = Koi Majbori Na Ho To Hath Phaile Nahin Jate. = Waste Dete Hain Ab Khuda K Tujhe. = Aur Hum Se Ab Jabbur Sahne Nahin Hote. = Shayad Aaj Mein Tere Naseeb Mein Hota. = Agar Tum Mere Ansuon Par Hanse Nahin Hote. = Bhool Jate Hain Jo Apni Muhbat Ko. = Ankhon Mein Un K Ansu Nahin Hote. = Phot'ta Hai Jin K Andar Chashma Muhbat Ka. = Daman Un K Kabhi Mele Nahin Hote. = Hussnain Chahte Hain Jo Kisi Ko Sache Dil Se. = Ek Din K Wo Muhtaaj Nahin Hote...! = Poet By Mirza Hussnain Azam. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Mere Mil Me Chupe Huwe Raz Mangti Hai Wo

TaYpEd By  TLASH25 Mere Mil Me Chupe Huwe Raz Mangti Hai Wo = Pagli Mujh Se Meri Jan Mangti Hai = Rakhti Hai Hasas Apni Simat Ko Wo Samandar Ki Lehron Se Khamoshi Mangti Hai = Ajab Faryad Karti Hai Wo Khuda Se Hath Utha Kar Meri Mot Ki Dua Mangti Hai = Karti Hai Koshishe K Mil Jaye Use Kahi Se Wafa Kitni Nadan Hai Sehra Se Samandar Mangti Hai = Kahti Hai K Ab Mita Do Apni Zindagi Se Mujhe Mujh Se Meri Zat Ka Ikhtiyar Mangti Hai = Koi To Samjha De Yaro Use Ye Hai Pagalpan Rat Ki Andheri Se Jab Subah Ka Ujala Mangti Hai = Hoti Hai Pahle Khud Hi Door Mujh Se = Phir Wo Judai Ka Sabab Bhi Mangti Hai = Mangti Hai Wo Apni Sari Yadein Wapis = Mujh Se Meri Zindagi Ka Asasa Mangti Hai = Rakhti Hai Gire Huwe Paton Ko Shajar Par Khizan K Mosam Me Bhi Khile Gulab Mangti Hai = Koi To Jala De Meri Zindagi Ki Shama Dunya Ab Badnaseebi K Raz Mangti Hai...! = Poet. Mirza Hussnain Azam

Mehsos Hota Hai Dard Dil Ka Yad Karta Hon Jab Tumhein Mil Mein

Mehsos Hota Hai TaYpEd By TLASH25 Mehsos Hota Hai Dard Dil Ka Yad Karta Hon Jab Tumhein Mil Mein. = Karne Gaya Tha Tujh Se Izhar E Muhbat Rah Gayi Dil Ki Batein Mere Dil Mein. = Bhool Na Jo Chaha Har Ek Ka Chahra To. = Bus Gayi Sirf Teri Soorat Kahin Dil Mein. = Chor Diya Hai Mein Ne Ab Har Ek Ko. = Basaya Tha Zamane Ko Kabhi Dil Mein. = Kabhi Zaroorat Pari To Shayad Kaam Hi Aa Jaye. = Tere Thane Sambhal Rakhe Hain Dil Mein = Kabhi Milen Fursatein To Lot Aana Tum. = Jaga Bacha Rakhi Hai Ab Bhi Dil Mein. = Na Poch Ye Sun Kar Takleef Hi Ho Gi. = Tere Ghumon Ko Chupa Rakha Hai Dil Mein. = Jo Suna Hai Kiya Such Suna Hai. = Bus Gaye Ho Tum kisi Gair K Dil Mein. = Hussnain Zamane Ko Kahin Khabar Hi Na Ho Jaye. = Chupaye Rakhte Hain Har Khuwahish Dil Mein...! = Poet By Mirza Hussnain Azam. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Humsafar Le Chale Wahan Jahan Tere Siwa Kuch Na Ho.

Humsafar Le TaYpEd By   TLASH25 Humsafar Le Chale Wahan Jahan Tere Siwa Kuch Na Ho. = Jahan Qaid Na Ho Umar Ki Jahan Qeemat Na Ho Jazbon Ki. = Jahan Hawas Na Ho Chahat Ki Jahan Muhtaji Na Ho Lafzon Ki. = Humsafar Le Chale Wahan Jahan Tere Siwa Kuch Ha Ho. = Jahan Koyal Geet Gati Ho Jahan Hawa Raqas Karti Ho. = Jahan Prem Ki Nadiya Bahti Ho Jahan Chaman Khushiyan Manaati Ho. = Humsafar Le Chale Wahan Jahan Tere Siwa Kuch Na Ho. = Tere Lamas Ki Chahat Nahin Tere Jism Ki Bhook Nahin. = Tere Honton Ki Lalach Nahin Tere Joban Ki Piyas Nahin. = Humsafar Le Chale Wahan Jahan Tere Siwa Kuch Na Ho. = Apni Chahaton Ki Roshni De Apni Sochon Ki Timtimahat De. = Apni Sakoot Ka Biyaan De Apni Dharkanon Ka Qarar De...! = Poet By Mirza Hussnain Azam. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Muhbat Ka Rasta Itna Dushwar Kyon hai.

Muhbat Ka Rasta TaYpEd By   TLASH25 Muhbat Ka Rasta Itna Dushwar Kyon hai. = Sahme Huwe Paton Me B Itni Sansanahat Kiyon Hai. = Nikal Diya Tha Jo Hum Ne Use Zindagi Se Apni. = To Bhari Mahfil Me Ab Us Ki Yad Kiyon Ati Hai. = Ek Mudat K Bad Aye Hai Hum Tere Shahar Me. = Tere Bigair Ye Shahar Itna Udas Kiyon Hai. = Hamare Sath To Kisi Ki Subah O Sham Huwa Karti Thi. = Tujh Se Bichar Kar Ab Hum Zinda Kiyon Hai. = Pighal Jate Hain Kohsar Bhi Muhbat Ki Sadaqat Par. = Tera Dil Phir Itna Bedard Kiyon Hai. = Kitne Chahre Hain Ab Hamare Aas Pas Ankhon Ko Bus Teri Deed Ki Hi Piyas Kiyon Hai. = Takra Jate The Hum Har Ek Tofan Se. = Tere Shahar K Tofan Se Itni Dihshat Kiyon Hai. = Sabhi Deewane Ho Jate Hain Chand Ko Dekh Kar. = Phir Chand Me Bhi Ek Daag Kiyon Hai. = Khush Ho Agar Tum Apnon Ki Ridaon Me. = Teri Ankh Me Phir Ye Ansu Kiyon Hai...! = Tujhe Bhula K Bhi Na Bhula Payen Hum. = Is Bat Par Phir Humein Itna Malal Kiyon Hai. = Lag Jo Jati Hai Nazar

Is Par Bhi Dekha Us Par Bhi Dekha

Is Par Bhi TaYpEd By  TLASH25 Is Par Bhi Dekha Us Par Bhi Dekha. = Muhbat Kahin Bhi Nahin Dunya Ko Aazma K Bhi Dekha. = Karte Hain Nafrat Jahan Bhar K Log. = Tere Shahar K Kooche Mein Aa K Bhi Dekha. = Mufaad K Andheron Mein Sub Jakre Huwe Hain Log. = Nazar K Diyon Ko Hum Ne Jala K Bhi Dekha. = Samjha Nahin Koi Bhi Hamare Dard Ki Shidat Ko. = Har Ek Ko Haal E Dil Suna K Bhi Dekha. = Bharte Nahin Hain Zakham Hamare Kisi Bhi Tarah Se. = Apni Aankh Ka Har Ansu Hum Ne Gira K Bhi Dekha. = Khareeda Nahin Hum Ko Kisi Ne Bhi Neelami Mein. = Khud Ko Sar E Bazar Pesh Kar K Bhi Dekha. = Bhulate Nahin Ho Tum Humein Zindagi K Safar Mein. = Dar E Hijar Mein Kayi Baar Bhula K Bhi Dekha...! = Aata Nahin Hai Wapas Kabhi Beeta Huwa Zamana. = Lamhat Ki Dor Ko Wapas Ghuma K Bhi Dekha. = Aate Nahin Ho Kabhi Bhi Hamare Khuwabo Mein. = Ankhon Ki Nagri Ne Tujh Ko Bula K Bhi Dekha. = Bhula Nahin Pate Hain Tujh Ko Kisi Bhi Tarah Se. =

Meri Chahat Ka Bharam Talash Kare Gi.

Meri Chahat Ka TaYpEd By  TLASH25 Meri Chahat Ka Bharam Talash Kare Gi. = Muhbat Ko Dunya Bhar Mein Talash Kare Gi = Ek Din Yonhi Door Chalte Chalte. = Jo Kho Gaye Wo Raste Talash Kare Gi. = Tote Huwe Dil K Baghon Mein Rafaqat K Khule Phool Talash Kare Gi. = Mere Liye Mange Gi Dua Khuda Se Mere Liye Wo Waseele Talash Kare Gi. = Ghantiyan Bajte Huwe Apne Dil Ki Meri Wo Huwi Aahat Talash Kare Gi. = Meri Sabhi Baton Ko Such Maan Kar. = Khud Mein Chupi Khamyan Talash Kare Gi. = Pherte Huwe Chori Apni Ragon Par. = Apne Dard Ki Shidat Talash Kare Gi. = Kisi Masoom Bache Ko Bitha Kar Samane Apne. = Meri Wo Adaaein Talash Kare Gi. = Kari Dhoop Mein Khare Ho Kar Rida Ka Saibhan Talash Kare Gi. = Almari K Kisi Kone Ko Khol Kar. = Meri Tasveer K Tukre Talash Kare Gi...! = Sari Rat Ansu Baha Kar Hamari Yad Mein. = Subah Ankhon Mein Kajal Talash Kare Gi. = Dil Ki Purani Qabron Ki Khodte Huwe. = Hasarton Ki Lashei

Khuwabo Se Haqeqat Mein Aane Mein Bhi Der Kitni Lagati Hai.

Khuwabo Se TaYpEd By  TLASH25 Khuwabo Se Haqeqat Mein Aane Mein Bhi Der Kitni Lagati Hai. = Kisi Ko Apna Bana K Chor Dene Mein Bhi Der Kitni Lagti Hai. = Ye Hamara Zabt Hai K Hum Chupa Lete Hain Ansu. = Warna Barish Ko Barasne Mein Bhi Der Kitni Lagti Hai. = Nafrato K Sukh Bhi Hum Ne Khushi Se Apna Liye. = Nafrat Ko Muhbat Mein Badalne Mein Bhi Der Kitni Lagti Hai. = Ab To Aa Jao K Kahin Mar Na Jaye Bin Tere. = Jism Se Rooh Nikalne Mein Bhi Der Kitni Lagti Hai. = Ye Hamari Ulfat Thi K Kabi Socha Na Kisi Aur Ko. = Kisi Aur Ka Hath Thamne Mein Bhi Der Kitni Lagti Hai. = Wo Jhote Qise Jo Sunaye The Tune Dosto Ko Afsanwi. = Kahanyan Likhne Mein Bhi Der Kitni Lagti Hai. = Dua Nahin Mangta Hon Khuda Se Tujhe Pane Ki. = Warna Khuda Ka Hukam Poora Hone Mein Bhi Der Kitni Lagti Hai...! = Maan Li Thi Bat Tumhari Bicharte Waqt Hum Ne. = Zid Par Arr Jane Mein Bhi Der Kitni Lagti Hai. = Ye bhi Acha Huwa K Sunai Na Dastan E Gham